Quiz
Zul Hajj
Erstelle ein kostenloses Konto, um dieses Quiz zu beenden
Speichere deinen Fortschritt und sieh dir dein Endergebnis an.
oder mit deiner E-Mail registrieren
Schon ein Konto? Anmelden
Fragen in diesem Quiz (10)
1Zul hajj k pehly dino main rozay rakhna
- AAfzal hay
- BFarz hay
- CGunah hay
2Murday ko qabar main sab say zyada khushi lawahiqeen ka konsa amal pohunchnay say hoti hay
- ASadqa
- BKhyrat
- CDuaa
39 zul hajj ka roza guzishta 2 salon k gunahon ka kaffara hota hay
- ARichtig
- BFalsch
4Jo loog qurbani na ker sakain per nakun aur baal eid ki namaz k baad aa ker katwayen to unko
- AKoi sawab nahi milta
- BQurbani say 7 guna zyada sawab milta hay
- CQurbani ka sawab milta hay
5Qurbani ka khoon haqeeqatan Allah ko pohunchta hay
- ARichtig
- BFalsch
6Qurbani k janwar ki omer kam az kam
- A4 saal
- B2 saal
- C1 saal
7Wo konsay sahabi thy jo bazar main nikal ker raston main taqberat parhty thy
- AHazrat omer aur hazrab abu bakar
- BHazrat ibn e omer aur hazrat abu huraira
- CHazrat abu huraira aur hazrat omer
8Qurbani ki niyyat dil main ker lena kafi hay
- ARichtig
- BFalsch
9Qurbani k gosht ko teen hison main taqseem kerna
- AFarz hay
- BAfzal hay
- CNafal hay
10Qurbani k janwar ki khaal ya dosry hison ko batoor e mouawza dya ja sakta hay
- ARichtig
- BFalsch
Informationen
- Beschreibung
- Knowledge
- Autor
- hiratanzeel
- Sprache
- English
- Aufrufe
- 250
- Verlauf
- Erstellt am 17 Sep 2015 · aktualisiert am 12 Sep 2016
- Schlagwörter
- Bewertung
- Noch keine Bewertungen Bewerte dieses Quiz