Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Roze iftaar karwane wale ke liye ek masnoon dua hai ?
Frage 2
Frage
Q2. Anbiya ki sunnat ke mutabiq :-
Frage 3
Frage
Q3. Hadeeth mein kis khane ko barkat wala qarar diya gaya hai ?
Frage 4
Frage
Q4. Roza iftaar karna masnoon hai :-
Frage 5
Frage
Q5. Namak se roza kholna masnoon hai ?
Antworten
-
Jee haan
-
Jee nahi
-
Ye neeki hai
Frage 6
Frage
Q6. Kounse sahabi sehri se qabl azaan diya karte the ?
Antworten
-
Bilaal (r.a)
-
Ibn Umme Makhtoom (r.a)
-
Anas Bin Maalik (r.a)
Frage 7
Frage
Q7. Roze iftaar ki masnoon dua kounsi hai ?
Antworten
-
Aye Allah ! mein ne roza rakha aur imaan laya, tujh par bharosa kiya aur tere rizq se iftaar kiya
-
Pyaas khatam hogai aur rage tar hogai aur roze ka ajr In Shaa Allah pakka hogaya
-
Dono masnoon hai
Frage 8
Frage
Q8. Sehri khate huwe azaan hojae toh :-
Frage 9
Frage
Q9. Roza iftaar karane wale ka ajr roza iftaar karne wale ke :-
Antworten
-
Ajr se badh kar hai
-
Ajr ke barabar hai
-
Ajr se kam hai
Frage 10
Frage
Q10. Namaz-e-Maghrib ki tarah 2 tashahud aur 1 salaam se witr ada karna durust hai ?
Antworten
-
Sahih
-
Ghalat
-
Koi harj nahi
Frage 11
Frage
Q11. Nabi (s.a.w.s) ne Duae Qunoot :-
Antworten
-
Ruko se pehle padhi
-
Kabhi nahi bhi padhi
-
Dono batae durust hai
Frage 12
Frage
Q12. Sahaba mein sub se zyada umr pane wale sahabi koun hai ?
Frage 13
Frage
Q13. Nabi (s.a.w.s) se, ek se zyada tarah se witr padhna sabit hai ?
Frage 14
Frage
Q14. Shabeena (ek raat mein pura Quran khatam karna) pasandida hai :-
Antworten
-
Jee haan
-
Koi harj nahi
-
Khilaafe sunnat hai
Frage 15
Frage
Q15. Aapke shaher mein 15 ghante ka roza tha. Aap sehri karke safr ke liye nikle, dusre shaher pohach kar 15 ghante baad roza khol lene mein koi harj nahi.