ROZON KE MASAEEL {TEST-5}

Beschreibung

The fundamentals of FASTING
Asiya  Abdul Raoof
Quiz von Asiya Abdul Raoof, aktualisiert more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 8 Jahre
3923
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Q1. Sub se zyada ahadeeth rivayat karne wale sahabi koun hai ?
Antworten
  • Abu Bakr (r.a)
  • Bilaal (r.a)
  • Abu Hurairah (r.a)

Frage 2

Frage
Q2. Hadeeth mein ata hai ke roza naam hai :-
Antworten
  • Khane peene se rukne ka
  • Behuda aur fahash kamo se rukne ka
  • Dono durust hai

Frage 3

Frage
Q3. Roze ka kaffara hai :- 1* 60 muhtajon ko khana khilana 2* 1 ghulam azaad karna 3* 2 mah ke musalsal roze rakhna inki sahih tarteeb kya hai ?
Antworten
  • 1-2-3
  • 2-1-3
  • 2-3-1

Frage 4

Frage
Q4. Roze ki halat mein buraion se bachne se kya faida hasil hoga ?
Antworten
  • Aam dino mein bhi buraion se bachenge
  • Roze ke ajr mein kami na ki jaegi
  • Dono durust hai

Frage 5

Frage
Q5. Agar rozedar ko koi gali de toh kya karna chahiye ?
Antworten
  • Apni halat badl le (khade ho toh bait jae)
  • Keh de ke "mein roze se hoon"
  • Dono jawab durust hai

Frage 6

Frage
Q6. Roze mein miya biwi ka taluq qaim hojae toh :-
Antworten
  • Qaza roza rakhna hoga
  • Kaffara ada karna hoga
  • Qaza aur kaffara dono lazim hai

Frage 7

Frage
Q7. Hadeeth mein ata hai ke roza ________________ hai.
Antworten
  • Neeki hai
  • Dhaal hai
  • Pabandi hai

Frage 8

Frage
Q8. Nabi (s.a.w.s) ne roze mein biwi se sohbat karne wale sahabi ke saath kaisa rawaiyya akhtiyar kiya ?
Antworten
  • Sakht naraz huwe
  • Majlis se nikalne ka hukum diya
  • Narmi ka rawaiyya akhtiyar kiya

Frage 9

Frage
Q9. Roze mein biwi ka bhosa lena :-
Antworten
  • Jaiz hai
  • Makrooh hai
  • Shehwat par qabu rakhne wale ke liye jaiz hai

Frage 10

Frage
Q10. Abu Hurairah (r.a) kab imaan lae :-
Antworten
  • Hijraat se pehle
  • 2 hijri mein
  • 7 hijri mein

Frage 11

Frage
Q11. Jaan bujh kar roza thodne se :-
Antworten
  • Qaza lazim hai
  • Kaffara dena hoga
  • Dono lazim hai

Frage 12

Frage
Q12. Roze ki halat mein wodhu ke liye kya ehtiyaat karni chahiye ?
Antworten
  • Pura wodhu kare
  • Naak mein halaq tak paani na chadhae
  • Unglion ke darmiyan khilal na kare

Frage 13

Frage
Q13. Haiza par namaz ki qaza nahi jabke roze ki qaza hai :-
Antworten
  • Ye baat ajeeb malum hoti hai
  • Dil mein shak paida hota hai
  • Deen mein maujod aise muamlaat par shak nahi karna chahiye

Frage 14

Frage
Q14. Jaan bujh ke qae karne se :-
Antworten
  • Roza toot jata hai
  • Roza nahi toot-ta
  • Qaza ki zarurat nahi

Frage 15

Frage
Q15. 12 baje ke baad haiz aye toh :-
Antworten
  • Roza mukammal karna chahiye
  • Khane peene se parhez behtar hai
  • Roza mukammal karne ka koi faida nahi
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 1}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Asiya Abdul Raoof