Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Q1. Rasool (s.a.w.s) ne jis saal wafat pai, us saal kitne din ka itekaaf farmaya ?
Frage 2
Frage
Q2. Itekaaf sunnat-e-muakidah kifaya hai. Kifaya se kya murad hai ?
Antworten
-
Mard aur aurat dono ko ada karna zaruri hai
-
Mohalle ya shaher mein chand log karle toh sub ki taraf se ada hojata hai
-
Kamaz kam 1/3 musalmano ko karna zaruri hai
Frage 3
Frage
Q3. Itekaaf kab shuru karna masnoon hai ?
Antworten
-
Isha ki namaz ke baad
-
Maghrib ki namaz ke baad
-
Fajr ki namaz ke baad
Frage 4
Frage
Q4. Nafli itekaaf ke liye jitney din maisar ho utne dino ka itekaaf karlena chahiye ?
Frage 5
Frage
Q5. Halat-e-itekaaf mein janaze mein shareek huwa jasakta hai ?
Antworten
-
Jee nahi
-
Jee haan
-
Koi harj nahi
Frage 6
Frage
Q6. Laylatul Qadr kab talash karni chahiye ?
Frage 7
Frage
Q7. Ramadan ke akhiri ashre ko kis tarah guzarna chahiye ?
Frage 8
Frage
Q8. Laylatul Qadr ki khususi dua Rasool (s.a.w.s) ne kisko sikhai ?
Antworten
-
Ayesha (r.a)
-
Safiya (r.a)
-
Khadeeja (r.a)
Frage 9
Frage
Q9. Mard gharon mein itekaaf karsakte hai ?
Frage 10
Antworten
-
Roze rakhna zaruri hai
-
Roze rakhna zaruri nahi
-
Roze ki rukhsat hai
Frage 11
Frage
Q11. Sadqa Fitr kis tarah dena afzal hai :-
Frage 12
Frage
Q12. Sadqe Fitr ada karne ka sahih waqt kya hai ?
Frage 13
Frage
Q13. Sadqe Fitr ada karna :-
Antworten
-
Farz hai
-
Sunnat Muakidah hai
-
Mustahab hai
Frage 14
Frage
Q14. Sadqe Fitr ka maqsad kya hai ?
Frage 15
Frage
Q15. Humare muashre mein Shabe Barat aur Shabe Meraj ko ahmiyat dene ki wajah se :-
Antworten
-
Laylatul Qadr ki fazeelat mein kami kardi jati hai
-
Laylatul Qadr ki fazeelat badha di jati hai
-
Ye dono raate bhi bahut fazeelat wali hai