Zusammenfassung der Ressource
Frage 1
Frage
Bani israel is naam se kyun mashhoor hue ?
Frage 2
Frage
Israel ka matlab hai
Antworten
-
Abdullah
-
Allah ka bandah
-
Donon jawab durust hain
Frage 3
Frage
Bani israel ka pehla urooj ka daur konsa tha ?
Frage 4
Frage
Bani israel zawal mein kyun mubtela hue ?
Antworten
-
Unhon ne Allah tala ki kitab ko bhula diya tha
-
Fahashi be hayayi aam hogayi thi
-
deen ka mazak bana liya tha
-
diye gaye tamaam jawabaat jawab durust hai
Frage 5
Frage
Dobara Urooj unhen kaise hasil hua ?
Antworten
-
Kyunke wo bahut duaen karte the
-
maujeze ke zariye se hua (miracle)
-
Uzair A.S ne taurat likha unki islah thi tab unhon ne tauba ki
Frage 6
Frage
KIs kis ne bani israel par hamla kiya aur unko nuqsan pahunchaya ?
Antworten
-
A). Abraha ne
-
B) Bukht nasar
-
C) Teetas ne
-
B aur C durust hai
Frage 7
Frage
Qaumein kyun zawal ka shikar hoti hai ?
Antworten
-
Unke andar akhlaqi girawat aajati hai
-
Gunah aur behayayi aam hojati hai
-
Apni halat ko badalne ka koi jazba nahi rehta
-
diye gaye tamaam jawabaat durust hai
Frage 8
Frage
Aaj ummate muslimah kis tarah apna izzat wala muqam hasil karsakti hai ?
Frage 9
Frage
Umar R.A kis baat par ro padhe the ?
Frage 10
Frage
Ham is kaam mein apna hisse kaise daal sakte hain ?