Surah al baqarah tafseer 6

Description

Tafseer
Husna Saleem
Quiz by Husna Saleem, updated more than 1 year ago
Husna Saleem
Created by Husna Saleem almost 4 years ago
103
0

Resource summary

Question 1

Question
Dil ki sakhti ko kis se tashbeeh di gai hai?
Answer
  • Pathar
  • Lohe
  • heere

Question 2

Question
Dil ki kitni qismain batai gai hain?
Answer
  • 2
  • 3
  • 4

Question 3

Question
عقلوه ..se kya muraad hai?
Answer
  • Lailmi ki wajah se
  • Amal na karne ki wajah se
  • Inhone samajh liya ise /Janne ke bawajood

Question 4

Question
Bani Israel ke aik shaks ka waqia bayan karke Allah tala kis aqiday ko wazeh farma raha hai?
Answer
  • Aqeeda-e-Risalat
  • Aqeeda-e-tawheed
  • Aqeeda-Ba'si-bad-Almaout (marne ke baad zinda uthna)

Question 5

Question
Ummiyun kis cheez ki pairwi karte hain?
Answer
  • pukhta ilm ki
  • Quraan o sunnat ki
  • tammanao aur khawhishat ki

Question 6

Question
kin do wajoohat ki wajah se bani israel per tabahi hai?
Answer
  • kitab apne hatho se likhte hain aur ghalat fatwe de kar kamate hain
  • kitab apne hatho se likhte hain aur tawraat ko parhte nahi hain
  • Tawraat ko na parhte hain aur na amal karte hain

Question 7

Question
gunnaho per israar karne ke peeche un ki kya sooch hai ?
Answer
  • Hum ko aag bus chand din chuwe gi
  • Qayamat qaim na ho gi
  • Marne ke baad hum mitti hojaigi

Question 8

Question
ويل kya hai?
Answer
  • Dozakh ki ek ghati jis ki gahrahi 40 saal ki hai
  • Dozakh ki aag
  • Dardnaak azaab

Question 9

Question
سيئة se muraad kaise burai hai jo aag mein jane ka bais bane gi ?
Answer
  • Khilaf hona
  • Qhataao mein ghir jana aur wapis nahi palatna
  • Buraai

Question 10

Question
amal e saleh ki do sharait kya hain?
Answer
  • Allah ke khatir ho aur sunnat ke mutabiq ho
  • Sirf musalmaan ho
  • Sirf sunnat ke mutabiq ho
Show full summary Hide full summary

Similar

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12