ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}

Description

The fundamentals of ZAKAAT
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 8 years ago
1114
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Pehli ummato par zakat ________________________ thi :-
Answer
  • Mustahab
  • Farz
  • Farz nahi

Question 2

Question
Q2. Surah Maryam mein kis payghambar ke bare mein aya hai ke wo apne ghar walon ko namaz aur zakaat ki takeed farmate the ?
Answer
  • Ibrahim (A.S.)
  • Ismael (A.S)
  • Isa (A.S)

Question 3

Question
Q3. Allah ki rehmat hasil karne ke liye :-
Answer
  • Faraiz ki pabandi zaruri hai
  • Zakaat ada karna zaruri hai
  • Nawafil ki kasrat zaruri hai

Question 4

Question
Q4. Zakaat ada karna ____________________ ki nishaani hai :-
Answer
  • Maal se mohabbat
  • Maal se nafrat
  • Imaan

Question 5

Question
Q5. Zakaat ada karne se daulat mein _____________________
Answer
  • Barkat hoti hai
  • Izzat hoti hai
  • Barkat aur izafa hota hai

Question 6

Question
Q6. Zakaat ki adaigi ka hukum Quran mein zyada tar kis farz ki adaigi ke hukum ke saath aya hai ?
Answer
  • Namaz
  • Roza
  • Hajj

Question 7

Question
Q7. Islam ke kisi ek rukn ko na manna :-
Answer
  • Bande ko Islam se kharij kar deta hai
  • Kamaz kam dusre arkan ki papandi ki jae
  • Koi harj nahi

Question 8

Question
Q8. Zakaat ke behtar fawaid hasil karne ke liye :-
Answer
  • Ijtemai taur par jama kiya jae
  • Inferadi taur par ada kiya jae
  • Dono hi tarah behtar hai

Question 9

Question
Q9. __________________________ ke baad nizaam zakaat ka nifaz farz hai.
Answer
  • Musalman hukumat ke qiyam
  • Musalman hukumat par kafir hukumat ke qiyam
  • Kisi bhi hukumat ke qiyam

Question 10

Question
Q10. Umar Bin Abdul Aziz (R.A) ke daur mein zakaat kis tarah karch ki gai ?
Answer
  • Kasrat se ghareebo ko di gai
  • Falahi kaamo par lagai gai
  • Kasrat se ghulam azaad kiye gae

Question 11

Question
Q11. Kya cheez tauq banakar qayamat ke din gale mein dali jaegi ?
Answer
  • Hajj ki istetaat rakhne ke bawajod, hajj na karne wale ka maal
  • Be-namazi ki ada na ki gai namaze
  • Jis maal par zakaat ada na ki gai ho

Question 12

Question
Q12. Zakaat ki shart :-
Answer
  • Baligh hona
  • Aaqil hona
  • Sahibe nisab hona

Question 13

Question
Q13. Jab log zakaat ka maal lekar Rasool (s.a.w.s) ke pass ate toh Aap (s.a.w.s) :-
Answer
  • Unko nasihat farmate
  • Unko tohfe dete
  • Unke maal mein khair-o-barkat ki dua dete

Question 14

Question
Q14. Zakaat dene wala agar zyada zakaat khushi se de :-
Answer
  • Jaiz hai
  • Bais-e-Ajr hai
  • Koi harj nahi

Question 15

Question
Q15. Zakaat ki shart :-
Answer
  • Hallal maal se ada karna
  • Maal ka ek shamsi saal tak jama rehna
  • Ramadan ki amad
Show full summary Hide full summary

Similar

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 7}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 8}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof