Qasasulquran quiz 7

Description

Quiz on Qasasulquran quiz 7 , created by Asiya Abdul Raoof on 01/06/2017.
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 7 years ago
2051
0

Resource summary

Question 1

Question
Is waqae mein Adam A.S ke kaunse do beton ki baat ki jarahi hai ?
Answer
  • harut aur marut
  • habil aur qabil
  • dawud aur sulaiman

Question 2

Question
Allah S.W.T ye waqae kis tarah sunane ka kehrahe hai ?
Answer
  • Bas aisa hi sunadiya jae
  • haq ke saath sunaya jae
  • Donon jawab ghalat hai

Question 3

Question
Konse bete ki qurbani qubool nahi hui ?
Answer
  • habil ki
  • qabil ki
  • donon ki

Question 4

Question
Kis bina par dooosre bhai ki qurbani qubool hui ?
Answer
  • Kyunke qurbani bahut keemti thi (expensive)
  • kyunke taqwa ke saath ki gayi thi
  • donon jawab ghalat hai

Question 5

Question
Jis bhai ki qurbani qubool nahi hui us ne kya rawayya ikhtiyar kiya ?
Answer
  • mazeed ghusse aur taish mein agaya
  • Hasad mein mubtela hua
  • A aur B durust hai

Question 6

Question
Hasad kis bina par paida hota hai ?
Answer
  • dil chota hone ki wajah se
  • Allah ki taqseem par razi na hone ki wajah se
  • A aur B donon durust hai

Question 7

Question
Konsi do cheezon par rashk jaez hai ?
Answer
  • maal aur aulad
  • jaho mansab (designation)
  • maal jo Allah ki rah mein diya jae aur hikmat jisse faisle kiye jae

Question 8

Question
Agar kisi ke paas ham koi achi cheez dekhen aur hamara bhi dil chahen to ham kya karen ?
Answer
  • us se woh cheez manglein
  • ya khahish karen ke uske paas se wo chee chalen jaye
  • ham Allah tala se us ka fazal mange

Question 9

Question
Qurbani ka matlab kya hai ?
Answer
  • pasandeeda cheez Allahki rah mein dekar Allah se qareeb hona
  • Eid ul azha ki qurbani
  • Goat ki qurbani

Question 10

Question
Ham aise konse kaam karen jis se hamen Allah tala ki qurbat hasil ho ?
Answer
  • Sirf dua karen
  • Hajj aur umrah karte rahen
  • Aajazi khulese niyat ke saath koi kaam karen
Show full summary Hide full summary

Similar

GRE Word of the Day
SAT Prep Group
OCR AS Biology - Lipids
Chris Osmundse
CHEMISTRY C1 1
x_clairey_x
AS AQA Accounting Unit 1 - FLASH CARDS
Harshad Karia
Psychology flashcards memory
eharveyhudl
med chem 2
lola_smily
GCSE AQA Biology 2 Cells & Diffusion
Lilac Potato
Mapa Conceptual de Liderazgo
gabbi.mendoza
Health and Social Care
Kelsey Phillips
Photosynthesis and Respiration
Jessica Phillips