Qasasulquran quiz 19

Description

Quiz on Qasasulquran quiz 19 , created by Asiya Abdul Raoof on 13/06/2017.
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 7 years ago
1778
0

Resource summary

Question 1

Question
Jis shakhs ke bagh ka waqiyq bayan kiya gaya hai wo kon tha aur kahan ka rehne wala tha ?
Answer
  • Wo non muslim thaaur Yemen ka rehne wala tha
  • Wo musalman tha aur Palestine ka rehne wala tha
  • Bani israel ka ek musalman shakhs tha Yemen ke shahr Sana' ka rehne wala tha .

Question 2

Question
Bagh walon ka waqiya kin logon ko khaas taur se sunaya jaraha hai ?
Answer
  • Madina ke yahood
  • Kuffare Makkah
  • Munafiqeen e Madinah

Question 3

Question
Arab mein us shakhs ke bagh aur us shakhs ke sakhawat ka kissa har ek ko malum tha .
Answer
  • true
  • false

Question 4

Question
Usne apne garden mein boundary wall kyun nahi ban wayi thi ?
Answer
  • Take wo logon ko dikhana chahta tha ke uska garden kitna khoobsoorat hai
  • take koi bhi garden mein easily aasake aur fruits khasake
  • Uske paas security guard the

Question 5

Question
Us shakhs ke baagh mein barkat kis wajah se thi ?
Answer
  • kyunke woh bahut aqalmand tha aur grow karne ke tareeke janta tha
  • wo bahut ache seeds istemal karta tha
  • Uske phalon meinmiskeenon ka hissa tha

Question 6

Question
Uske beton ne kya plannig ki ?
Answer
  • A) wo bhi apne walis ki tarah miskeenon ko phal diya karenge
  • B) unhon ne socha ke ye phalon par hamara haqq hai
  • C) wo samajhte te the ke ye miskeen hamara haqq hamse cheen rahen hain
  • B aur C durust hai

Question 7

Question
Jab soch sahi na ho aur neki se ruk jane ka irada ho to kya hota hai ?
Answer
  • jo ne'mat hasil hoti hai woh bhi haat se chali jati hai
  • mazeed ne'matein milti hai
  • ne'matein baqi rehti hain

Question 8

Question
Unko jaani nuqsan kyun nahi hua ?
Answer
  • kyun ke unke andar kuch khair baqi thi
  • unhon ne apni ghalti ka fauran aeteraaf kiya
  • woh fauran Allah tala ke taraf palte
  • A,B aur C durust hai

Question 9

Question
عسی lafz asa ki tafseer mein ibn Abbas ki kya rae hai ?
Answer
  • Unhein Allah tala ne wesa hi bagh dediya
  • unhen Allah tala ne is se behtar bagh diya
  • Quraan mein jab bhi lafz asa aata hai us ka matlab hai ke Allah tala jald hi wo cheez ata kardete hain

Question 10

Question
Sadaqa karne walon ke liye Farishte kya dua karte hain ?
Answer
  • Sadaqah karne walon ke liye wo dua karte hain ke Allah tala ise mazeed aur den
  • Farshite duaa nahi karte
  • farishte bhi us shakhs ke liye duaa karte hain jis ko maal diya jaraha hai
Show full summary Hide full summary

Similar

Unit 3.1: Marketing
nk_
GCSE Statistics
Felix Ulrich-Oltean
Definitions in AS chemistry
Stephen Cole
IB SL Biology: Cell Division
mcgowan-w-10
English Literature Key Terms
charlotteoom
B1 Revision
OmaimaE
Continents & Oceans
Thomas Yoachim
Marketing and Distributing
Shannon Clarke
Literary Techniques in Othello
Rebecca Hunter
I always Feel Tired
Fatma Shwaylia
Two years and no baby
Zahra Habeeb