TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 3 (LEC 5 & 6)

Descrição

DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR
Shabana Rupani
Quiz por Shabana Rupani, atualizado more than 1 year ago
Shabana Rupani
Criado por Shabana Rupani aproximadamente 5 anos atrás
853
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q!) Fahash baaton ki ishaat karnewalon ke liye ________________ azaab hai
Responda
  • Dardnaak
  • Bechain karnewala
  • Jahannum ka

Questão 2

Questão
Q2) Zina, Amal-e-Qaum-e-Lut, Berhana hona, Jhooti tohmat lagana ye sab....
Responda
  • Fahash kaam hai
  • Galat kaam hai
  • Najas kaam hai

Questão 3

Questão
Q3) Buraai ko baar baar karne se buraai....
Responda
  • Aam ho jaati hai
  • Kam ho jaati hai
  • Khatam ho jaati hai

Questão 4

Questão
Q4) Aurat, aurat ke saamne apna satar khol sakti hai
Responda
  • ijazat hai
  • ijazat nahi hai
  • Kabhi kabhar aisa kar sakti hai

Questão 5

Questão
Q5) Shohar aur biwi ke darmiyaan ki baatein dusron ke saamne karna...
Responda
  • Sabse achi baat hai
  • Sabse badtareen khayaanat hai
  • Iski permission di gayi hai

Questão 6

Questão
Q6) Shaitaan insaan ko....
Responda
  • Behayaai aur buraai ke kaamon per uksata hai
  • Neki ke kaamon per uksata hai
  • Dono jawabaat galat hai

Questão 7

Questão
Q7) Jab kisi shakhs se koi ghalati ho jaaye to hamara rawaiyya kaisa hona chahiye ?
Responda
  • Us shakhs ko chod dena chahiye
  • Ghalati ke baare mein baare mein baar baar yaad dilana chahiye
  • Uski ghalati ki islaah karna chahiye

Questão 8

Questão
Q8) Jin logon per hum ehsaan karte hain agar wo hamari buraai kare to hamara kya maamla hona chahiye ?
Responda
  • Unse apni madad ka haath rok lena chahiye
  • Unko pehle ki tarah madad karte rehna chahiye
  • Unko har jagah zaleel karte rehna chahiye

Questão 9

Questão
Q9) "Saniy asnain" ka laqab kis Sahabi ko diya gaya ?
Responda
  • Hazrat Usman (RA)
  • Hazrat Umar (RA)
  • Hazrat Abu Bakr Siddique (RA)

Questão 10

Questão
Q10) Qayamat ke din Nafs-e-Mutmainnah ki awaz kis Sahabi ke liye aayegi ?
Responda
  • Hazrat Ali (RA)
  • Abdur Rahman bin Aouf (RA)
  • Hazrat Abu Bakr (RA)

Questão 11

Questão
Q11) Jo shakhs chahta hai ki Allah tala us se darguzar se kaam lein to usay chahiye ki wo logon se....
Responda
  • Darguzar ka maamla kare
  • Naraazgi ikhtiyaar kare
  • Dono jawabaat durust hai

Questão 12

Questão
Q12) Ehsaan ke maane kya hai ?
Responda
  • Khud kam per raazi hoker dusron ko unke haqq se badhkar dena
  • Sab kuch khud le jaana
  • Khud badhkar lekar dusron ko kam dena

Questão 13

Questão
Q13) Behayaai ke kaamon ko ________________ karke dikhaya jaata hai
Responda
  • Khoobsurat
  • Badsurat
  • Ghair maamuli

Questão 14

Questão
Q14) Insaan ki fitrat mein __________ rakh di gayi hai
Responda
  • Azaadi
  • Haya
  • Behayaai

Questão 15

Questão
Q15) Kisi bholi-bhaali Momin aurat per ilzaam lagana...
Responda
  • Kabeera gunaah hai
  • Saghirah gunaah hai
  • Mamuli baat hai

Semelhante

TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 1
Shabana Rupani
TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 5(LEC 9 & 10)
Shabana Rupani
Surah al-Abasa Quiz
Al Huda Canada
Surah al-Naba Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Infitar & Surah al-Takweer Quiz
Al Huda Canada
Surah Yaseen Ayahs 1 - 10
Al Huda Canada
Surah Yaseen Ayahs 11 - 17 Quiz
Al Huda Canada
Surah al-Ikhlas & Surah al-Lahab Quiz
Al Huda Canada
Surah al-Fajr Quiz
Al Huda Canada
Surah Al Hujurat - Ayah 1 - Day 1
Al Huda Canada