Surah al baqarah tafseer 5

Descrição

Tafseer
Husna Saleem
Quiz por Husna Saleem, atualizado more than 1 year ago
Husna Saleem
Criado por Husna Saleem aproximadamente 4 anos atrás
20
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Kis qoum ko baar baar yaad dilaya jaa raha tha ke kis tarah Allah ne unhe aale phiroun se naja'at dee?
Responda
  • Bani Israel
  • Yahood aur nasara
  • Quraish

Questão 2

Questão
Aale firoun ki taraf se bani Israel ko Bure azaab se kya murad hai ?
Responda
  • Aurton ko zinda rakhna mardon ko zibah karna
  • Aurton aur mardon ko zibah karna
  • Mardon ko zinda rakhna aur aurton ko zibah karna

Questão 3

Questão
Allah ne Bani Isreal ke shirk ko maaf kar diya. Kyun ?
Responda
  • Takey wo Allah ki ibaddat kare
  • Takey wo shukr ada kare
  • Unko dheel di

Questão 4

Questão
Furqan se kya murad hai ?
Responda
  • Ikhlaq
  • Haq aur batil me faraq karna
  • Ibadaat

Questão 5

Questão
Allah ne Bani Isreal se pukhta ahed lene ke liye unke upar kya uthara ?
Responda
  • Khoe Tur
  • Taboote Sakinah
  • Tawrat ki takhtiya

Questão 6

Questão
Musa(a.s) ko kohe tur par kithne raat ke liye bulaya gaya?
Responda
  • 40
  • 20
  • 10

Questão 7

Questão
Musa(a.s) kohe tur par jaane ke baad qoum kithne hisso me bat gayi thi ?
Responda
  • 4
  • 3
  • 2

Questão 8

Questão
تنظرون la lafzi mayna kya hai?
Responda
  • Thum dekh rahe the
  • Zinda kiya hamne
  • Thum zaalim the

Questão 9

Questão
Allah tala ko saamne dekh kar imaan laane ki farmayash karne wale kithne log kohe- tur par for ki bijli ki pakad se mare gaye?
Responda
  • 40
  • 80
  • 70

Questão 10

Questão
Bani Israel masar se nikal kar kaha jaa rahe the aur raaste me kis sahra me qayam kia
Responda
  • Palsteen/ sahar e sinai
  • Israel/sahar e Sinai
  • Palestine/Sahara e madinah

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12