Surah al baqarah tafseer 5

Descrição

Tafseer
Husna Saleem
Quiz por Husna Saleem, atualizado more than 1 year ago
Husna Saleem
Criado por Husna Saleem quase 4 anos atrás
152
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Musa (as) ke pathar per asa marne se kitne chashme jari huwe ?
Responda
  • 12
  • 10
  • 15
  • 8

Questão 2

Questão
Allah ke hudood ko todhne wale ko kya kehte hai ?
Responda
  • كافر
  • فاسق ا
  • اثم

Questão 3

Questão
Musa (a.s) ne Allah ke koun se hukum ko qoum mazakh samjhne par kaha قَالَ اَعُوۡذُ بِاللّٰهِ اَنۡ اَكُوۡنَ مِنَ الۡجٰـهِلِيۡنَ
Responda
  • Gaay ke zuba karne ke hukum par
  • Sabth ke din ibadahs karne par
  • Man aur salwa khane ke hukum par

Questão 4

Questão
Sabth ke din machliya na pakadne ke hukum ka waqiyah kis paigambar ke dour ka tha?
Responda
  • Musa a.s
  • Dawood a.s
  • Isa a.s
  • Yaqub a.s

Questão 5

Questão
Sabt walon ka kya anjam huwa ?
Responda
  • Unki machliya khatam kardi gai
  • Unko bandar bana diya gaya
  • Unko darya mein dubo diya gaya

Questão 6

Questão
حطة (hitthatun)ka kya matlab hai ?
Responda
  • Humare gunnah maaf farmade
  • Hume rizq ata farma
  • Hume aman wale shaher mein dakhil farma

Questão 7

Questão
Allah kisko mazeed niamate ata farmata hai ?
Responda
  • مومنين
  • محسنين
  • مسلمين

Questão 8

Questão
Bani Isreal kitne saal tak maidan e sinai mein bhatakte rahe ?
Responda
  • 30 saal
  • 70 saal
  • 40 saal
  • 11 saal

Questão 9

Questão
Akhir kaar bani Israel ne kaisi gai zibah ki?
Responda
  • aib daar
  • Be aib
  • Zibah hi nahi ki

Questão 10

Questão
Bani Israel ko gae zuba karne ke liye kyu kaha gaya ?
Responda
  • Allah ko gae ki qurbani subse zyada pasand hai
  • Takey gae ki azmat unke dilon se dur ho
  • Takey wo mushkil mein padh jae

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12