Surah al baqarah tafseer 7

Descrição

Tafseer
Husna Saleem
Quiz por Husna Saleem, atualizado more than 1 year ago
Husna Saleem
Criado por Husna Saleem aproximadamente 4 anos atrás
133
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Rasool (saws) ki Madina amad ke waqt Yahood ke total kitne qabile Madinah mein abad the ?
Responda
  • 2
  • 3
  • 5

Questão 2

Questão
Aus aur Khazraj kis ke qabail the ?
Responda
  • Mushrikeen Makkah
  • Mushrikeen madinah
  • Ansar

Questão 3

Questão
Ayat 87 mein anbiya ko jhutlane ki kya do wajuhat batai gai hai ?
Responda
  • Laparwahi aur Takabur
  • Khawhishat nafs aur takabbur
  • Laparwahi aur Khawhishat nafs

Questão 4

Questão
Khawhishat nafs ki perwi karne walon ko kis ghade mein dala jaega ?
Responda
  • Adn
  • Wail
  • Hawiya

Questão 5

Questão
"Humare dil ghilaf mein band hai" ye kis ka jumla hai ?
Responda
  • Nasara
  • Mushrikeen
  • Yahood

Questão 6

Questão
Bani Israel apne Yahood qaidi bhaiyon se laden ke baad kya sulook karte the ?
Responda
  • Unki taraf se fidya ada karke unhe chudhate
  • Unke fidye ko dena haram samjhte
  • Unse fidya lekar khate

Questão 7

Questão
Kitab ke kuch hisse ko manna aur kuch ka inkar karna' kaisa hai ?
Responda
  • Jaiz hai
  • Koi harj nahi
  • Na jaiz hai

Questão 8

Questão
Kitab ko mazboti se pakadhne se kya murad hai ?
Responda
  • Kitab ko girne na dena mazboti se pakadhna
  • kitab ki azmat ki wajah se unchi jagah per rakhna
  • Kitab ke ahkamat per chalna

Questão 9

Questão
. "Unhe bachde ki mohabbat pila di gai" isse kya murad hai ?
Responda
  • Unhe bachde ka ghosht pasand tha
  • Unke dilon mein bachde ki mohabbat rach bas gai thi
  • Unko bachda palna pasand tha

Questão 10

Questão
فَرِيۡقًا...ka lafzi tarjuma kya hai
Responda
  • Ek giroh
  • Faraq karne wala
  • Faraq dil

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12