Surah al baqarah tafseer 7

Descrição

Tafseer
Husna Saleem
Quiz por Husna Saleem, atualizado more than 1 year ago
Husna Saleem
Criado por Husna Saleem aproximadamente 4 anos atrás
75
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Yahood ye samjhte the ke akhirat ka ghar unke liye hai isiliye wo maut ki khawhish karte they take jaldi apna ajar palein
Responda
  • Sahi
  • Galat

Questão 2

Questão
Yahood lambi zindagi ke ___________________ se zyada harees the :-
Responda
  • Mushrikeen
  • Musalman
  • Atish parast

Questão 3

Questão
Yahood kis farishte ke dushman the :-
Responda
  • Jibrael (as)
  • Mikael (as)
  • Israfeel (as)

Questão 4

Questão
Yahood ne kis Nabi ke bare mein kaha ke wo jadu karte they ?
Responda
  • Sulaiman (as)
  • Loot (as)
  • Dawood (as)

Questão 5

Questão
Haroot aur Maroot kaun the ?
Responda
  • Farishte
  • Shayateen
  • Insaan

Questão 6

Questão
Shayateen kiske darmiyan judai dalne wala jadu sikhate they :-
Responda
  • Miya biwi
  • Bhai bhai
  • Maa betay

Questão 7

Questão
Ayat number 102 mein kufr kisko kaha gaya hai ?
Responda
  • Allah ko na manna
  • Jadu seekhna
  • Farishton ko na manna

Questão 8

Questão
بَيِّنٰتٍ.....ka lafzi tarjuma kya hai
Responda
  • Waze/khuli
  • Daleel
  • Bayan

Questão 9

Questão
مُصَدِّقًا.. Ka lafzi mayna kya hai?
Responda
  • Tasdeeq kartha hai
  • Koshish kartha hai
  • Musalath kartha hai

Questão 10

Questão
اِنَّمَا نَحۡنُ فِتۡنَةٌ فَلَا تَكۡفُرۡؕ​ (Beshak hum tho ek fitnah hai ,pas tum kufr na karo) Ye kisne kaha?
Responda
  • Haroot aur Maròot ne
  • Shayateen ne
  • Jadugaro ne

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12