Surah al baqarah tafseer 10

Descrição

Tafseer
Husna Saleem
Quiz por Husna Saleem, atualizado more than 1 year ago
Husna Saleem
Criado por Husna Saleem aproximadamente 4 anos atrás
96
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Quran me ek sharai hukm ko doosre sharai hukm ki taraf muntaqil karna ko kya kaha jaata hai?
Responda
  • Badal
  • Nasaqh
  • Naqal

Questão 2

Questão
Nabi (s.a.w) ki shaan me gustaaqi karne walo ke liye kya ajar hai?
Responda
  • Dardnaak azaab hai
  • Khuli choot hai
  • Freedom of expression hai

Questão 3

Questão
Yahood Musa (as) se kya poochte the ?
Responda
  • Ahem sawalat
  • Ghair zaroori sawalat
  • Muqay ke mutabiq sawalat

Questão 4

Questão
Seedhi raah se bhatkane ki wajah kya banti hai ?
Responda
  • Ghair zaroori sawalat ki kasrat
  • Sawalat se bachna
  • Sawalata ke zariye ilm hasil karna

Questão 5

Questão
Allah ki masjidon mein Allah ke zikr ko rokne walo ko kya kaha gaya hai ?
Responda
  • Jabir
  • Zalim Zaalim
  • Sabse bada zaalim

Questão 6

Questão
Nasrani aur Yahood ek dusre ko har chdurust kehte the har cheez me.
Responda
  • Sahi
  • Galath

Questão 7

Questão
Yahood aur nasarah hi sirf jannat me daaqil honge.
Responda
  • Unka ye yaqeen bas unki tamannah hai
  • Unko jannat me jaane se koi nahi rok saktha
  • Ye haq baat hai.

Questão 8

Questão
سَوَآءَ السَّبِيۡلِ ‏..ka lafzi tarjuma kya hai?
Responda
  • Seedha rastha
  • Allah ki raah me
  • Siwa e mushrikeen ke

Questão 9

Questão
وَلِلّٰهِ الۡمَشۡرِقُ وَالۡمَغۡرِبُ​ فَاَيۡنَمَا تُوَلُّوۡا فَثَمَّ وَجۡهُ اللّٰهِ​ؕ اِنَّ اللّٰهَ وَاسِعٌ عَلِيۡمٌ.‏ Ye mansuqh ayat hai.
Responda
  • Sahi
  • Galat

Questão 10

Questão
وَلَا خَوۡفٌ عَلَيۡهِمۡ وَلَا هُمۡ يَحۡزَنُوۡنَ‏ Tarjuma kijiye
Responda
  • Aur na koi dar honga unpar aur na hi woh gamgeen honge
  • Ilm ki ziyadati aur Amal ki kami hongi
  • Khoufzada honge aur ghamzada honge

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12