Surah al baqarah tafseer 12

Descrição

Tafseer
Husna Saleem
Quiz por Husna Saleem, atualizado more than 1 year ago
Husna Saleem
Criado por Husna Saleem aproximadamente 4 anos atrás
140
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Yahood aur Nasara ko kis cheez ki pairwi se roka gaya hai ?
Responda
  • Unke ilm ki
  • Unke amal ki
  • Unke khuwahishat e nafs ki

Questão 2

Questão
Tilawate haqq se kya murad hai ?
Responda
  • Itteba karna
  • Ilm hasil karna
  • Imaan lana
  • Theeno sahi hai

Questão 3

Questão
Wo dastoor jo Allah ne anbiya ki zaban per bandon ke liye muqarar farmaya. Ye kis lafz ka manay hai ?
Responda
  • ( milatahum) ملتهم
  • (usoolahum) اصولهم
  • (umorahum) امورهم

Questão 4

Questão
Kis nabi ki awlaad mein se har daur mein anbiya ate rahe ?
Responda
  • Idress (as)
  • Ibrahim (as)
  • Musa (as)

Questão 5

Questão
Manasik se kya murad hai ?ayah 128)
Responda
  • Hamare Ibaadat ke tareeqe
  • Rehn sehen ke tareeqe
  • Rasm o riwaj

Questão 6

Questão
Nabi (saws) ne farmaya :- "mein apne baap _____________________ ki dua hoon"
Responda
  • Ibrahim (as)
  • Ishaq (as)
  • Abdullah

Questão 7

Questão
Ibrahim (as) aur Yaqoob (as) ne apni awlaad ko kis haal mein marne ki waseehat ki ?
Responda
  • Musalman
  • Yahoodi
  • Ibraheemi

Questão 8

Questão
اِنَّاۤ اَرۡسَلۡنٰكَ بِالۡحَـقِّ بَشِيۡرًا وَّنَذِيۡرًا Ye kiske liye kaha gaya?
Responda
  • Muhammad s.a.w
  • Ibrahim (as)
  • Quran

Questão 9

Questão
كُنۡ فَيَكُوۡنُ‏....ka lafzi mayna ho Ja tho woh ho jaata hai.
Responda
  • Sahi
  • Galat

Questão 10

Questão
Allah ke قَانِتُوۡنَ‏ koun hai?
Responda
  • Jo kuch zameen o amaaan me hai woh Farmabaddar hai
  • Jinn aur insaaan

Semelhante

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12