ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}

Descrição

The fundamentals of ZAKAAT
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof quase 8 anos atrás
1092
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Zakaat ke ahkamaat rasool (s.a.w.s) ne kab nafiz kiye ?
Responda
  • Fateh Makkah se pehle
  • Sule Hudaebiya ke baad
  • Fateh Makkah ke baad

Questão 2

Questão
Q2. Zakaat ke ahkamaat ko Yemen mein nafiz karne ke liye rasool (s.a.w.s) ne kis sahabi ko qazi banakar bheja ?
Responda
  • Saad Bin Abi Waqqas (r.a)
  • Muaz Bin Jabal (r.a)
  • Abu Obaidah Bin Jarrah (r.a)

Questão 3

Questão
Q3. Jis maal par zakat na di gai ho wo ganje ________________ ki surat mein qayamat ke din ayega ?
Responda
  • Bhediye
  • Shair
  • Sanp

Questão 4

Questão
Q4. Hadeeth mein ____________________ nisf imaan kaha gaya hai ?
Responda
  • Namaz qaim karna
  • Zakaat ada karna
  • Wuzu karna

Questão 5

Questão
Q5. Zakaat kis cheez ki daleel hai ?
Responda
  • Sahibe imaan hona
  • Maal se be taluq
  • Maal se mohabbat

Questão 6

Questão
Q6. Zakaat ada karne ke liye shart hai :-
Responda
  • Maal 1 qamri (lunar) saal tak jama rehna
  • Maal 1 shamsi (solar) saal tak jama rehna
  • Ramadan ka mahina ana

Questão 7

Questão
Q7. Jin janwaro ki zakat ada na ki jae, wo qayamat ke din malik :-
Responda
  • Par sawari karega
  • Ko khaega
  • Ko paon tale rawong dega

Questão 8

Questão
Q8. Qayamat ka din barabar hai :-
Responda
  • 50,000 saal
  • 1000 saal
  • 2000 saal

Questão 9

Questão
Q9. Abu Zar Ghaffari (r.a) ke bare mein rasool (s.a.w.s) ne farmaya :-
Responda
  • Ameer tareen shaks
  • Zakaat ada karne wala
  • Zahid shaks

Questão 10

Questão
Q10. Sona chandi jama karna :-
Responda
  • Haraam hai
  • Zakaat ada karni chahiye
  • Jaiz nahi

Questão 11

Questão
Q11. Bakhili kya hai ?
Responda
  • Kud par karch karna
  • Dusron par karch na karna
  • Kud par bhi karch na karna

Questão 12

Questão
Q12. Taweel hadeeth mein 3 admio mein se koun Allah ki raza hasil karsaka ?
Responda
  • Kode
  • Ganja
  • Andha

Questão 13

Questão
Q13. Allah azmaata hai :-
Responda
  • Maal de kar
  • Maal tang karke
  • Dono tarah

Questão 14

Questão
Q14. Hadeeth mein ata hai ke zakat ada na karna ________________ ka sabab banta hai ?
Responda
  • Zalzale
  • Qehad sali
  • Barishon

Questão 15

Questão
Q15. Zakaat ada na karne wale log :-
Responda
  • Nabi (s.a.w.s) ne lanat farmai
  • Dozakhi
  • Dono jawabaat durust hai

Semelhante

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 7}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 8}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof