ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 8}

Descrição

The fundamentals of ZAKAAT
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof quase 8 anos atrás
604
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. Sadqa Allah ke ghusse ko dur karta hai aur ____________________ se bachata hai ?
Responda
  • Ruswai
  • Buri maut
  • Buri zindagi

Questão 2

Questão
Q2. Sadqa kya hai ?
Responda
  • Har mashwara
  • Har lain dain
  • Har neeki ka kaam

Questão 3

Questão
Q3. Kya cheez umr mein izafa karti hai ?
Responda
  • Sila rehmi
  • Dosti
  • Achi guftagu

Questão 4

Questão
Q4. Ehsan jatane se sadqe ka ajr __________________________ hojata hai.
Responda
  • Zaya
  • Kam
  • Aadha

Questão 5

Questão
Q5. Kaisa sadqa aag se bachata hai ?
Responda
  • Apne tamam maal ka sadqa
  • Apne aadhe maal ka sadqa
  • Mamoli cheez ka bhi sadqa

Questão 6

Questão
Q6. Mayyat ki taraf se sadqa karna :-
Responda
  • Jaiz hai
  • Jaiz nahi
  • Biddat hai

Questão 7

Questão
Q7. Mayyat ke liye afzal tareen sadqa kounsa hai ?
Responda
  • Paani pilana
  • Khana khilana
  • Kapda pehnana

Questão 8

Questão
Q8. Sadqa dekar wapas lena kaisa hai ?
Responda
  • Jaiz hai
  • Jaiz nahi
  • Behtar hai ke wapas na liya jae

Questão 9

Questão
Q9. Allah izzat badhata hai :-
Responda
  • Qeemti tohfe dene se
  • Dikha kar sadqa karne se
  • Maaf karne se

Questão 10

Questão
Q10. Aurat apne ghar ke kharche se sadqa :-
Responda
  • Desakti hai
  • Nahi desakti
  • Behtar hai na de

Questão 11

Questão
Q11. Sadqa dene se :-
Responda
  • Maal kam nahi hota
  • Maal ki mohabbat bhadti hai
  • Maal se nafrat paida hoti hai

Questão 12

Questão
Q12. Musalman ke bagh ya khet se janvar jo khaye wo :-
Responda
  • Zulm hai
  • Tohfe hai
  • Sadqa hai

Questão 13

Questão
Q13. Allah buland martaba ata farmata hai :-
Responda
  • Ajizi ikhteyar karne se
  • Tohfe dene se
  • Sifarish karne se

Questão 14

Questão
Q14. Jaldi karni chahiye :-
Responda
  • Mashware dene mein
  • Sadqa dene mein
  • Nukari dene mein

Questão 15

Questão
Q15. __________________ aur maal ki khawhish ke zamane mein sadqe dene afzal hai.
Responda
  • Beemari
  • Daulat
  • Tandrusti

Semelhante

ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 7}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof