DUROOD KE MASAEEL {TEST - 3}

Descrição

The fundamentals of DUROOD
Asiya  Abdul Raoof
Quiz por Asiya Abdul Raoof, atualizado more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof mais de 7 anos atrás
1916
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1. _________________________ ka Nabi (saws) per durood bhejne ka matlab rehmat nazil karna hai.
Responda
  • Allah
  • Farishto
  • Musalmano

Questão 2

Questão
Q2. Durood _________________ per bhejna chahiye ?
Responda
  • Tamam auliya
  • Sirf anbiya
  • Tamam momineen

Questão 3

Questão
Q3. _________________ martaba durood padhne se Allah 10 rehmate nazil farmate hai :-
Responda
  • 1
  • 3
  • 10

Questão 4

Questão
Q4. Kis cheez ki kasrat qayamat ke din rasool (saws) ki qurbat ka bais hogi ?
Responda
  • Isteghfar
  • Durood
  • Tasbeeh

Questão 5

Questão
Q5. Kya baat rasool (saws) ki sifarish ka bais banegi ?
Responda
  • Durood bhejna
  • Jannat mein buland darje ki dua
  • Dono jawab durust hai

Questão 6

Questão
Q6. Kis sahabi ko rasool (saws) ne farmaya "tumhae Ilm mubarak ho" :-
Responda
  • Ubay Bin Kaab (ra)
  • Kaab Bin Malik (ra)
  • Umar Bin Khattab (ra)

Questão 7

Questão
Q7. Sahabi ne dua ke waqt mein se kitne waqt ko durood ke liye waqf karne ka faisla kiya ?
Responda
  • 1/3 waqt
  • 2/3 waqt
  • Pura waqt

Questão 8

Questão
Q8. Rasool (saws) ne taweel sajda kis liye farmaya ?
Responda
  • Namaz ki fazeelat jaankar
  • Roze ki fazeelat jaankar
  • Durood ki fazeelat jaankar

Questão 9

Questão
Q9. Abdur Rahman Bin Awf (ra) ke bare mein aap kua jaante hai ?
Responda
  • Maaldar sahabi
  • Miskeen sahabi
  • Nabina sahabi

Questão 10

Questão
Q10. Kitni dafa subah sham durood padhne wale ki shafaat rasool (saws) farmaege ?
Responda
  • Kam az kam 1 bar
  • Kam az kam 10 bar
  • Kam az kam 100 bar

Questão 11

Questão
Q11. Durood ke fawaid :-
Responda
  • Qubooliyat dua
  • Buland darjaat
  • Dono jawab durust hai

Questão 12

Questão
Q12. Jo Nabi (saws) ka isme mubarak sunne ke baad durood na padhe uske liye rasool (saws) ne :-
Responda
  • Bad dua farmai
  • Hidayat ki dua farmai
  • Rehmat ki dua farmai

Questão 13

Questão
Q13. Kin per halakat ho ?
Responda
  • Jo rasool (saws) ka isme mubarak sunkar durood na padhe
  • Jo Ramadan ke roze rakh kar apni bakshish na karwae
  • Dono jawab durust hai

Questão 14

Questão
Q14. Bakhil tareen koun hai ?
Responda
  • Durood na bhejne wala
  • Namaz na padhne wala
  • Roza na rakhne wala

Questão 15

Questão
Q15. Jis dua se qabl durood ne padha jae :-
Responda
  • Wo dua aadhi qubool hoti hai
  • Wo dua qubool nahi hoti
  • Wo dua der se qubool hoti hai

Semelhante

DUROOD KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
DUROOD KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
ROZON KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 1}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 4}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 5}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 6}
Asiya Abdul Raoof
ZAKAAT KE MASAEEL {TEST - 2}
Asiya Abdul Raoof