QURANIC GEMS QUIZ 16-17-18

Description

TRANSLATION AND TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN
Shabana Rupani
Quiz by Shabana Rupani, updated more than 1 year ago
Shabana Rupani
Created by Shabana Rupani over 5 years ago
439
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1) Deen mein tangi nahi se kya murad hai ?
Answer
  • Deen per amal karne se buraaiyan khatam hoti hain
  • Deen per amal karne se nekiyaan janam leti hain
  • Deen per amal karne se zindagi mein aasaaniyaan paida hoti hain
  • Deen per amal karne se insaan ko nek-naami milti hain

Question 2

Question
Q2) Humein kis field mein mehnat karni chahiye ?
Answer
  • ilm haasil karne mein
  • ilm sikhaane mein
  • Khidmat-e-khalq mein
  • Har shuba-e-zindagi mein(every walk of life)

Question 3

Question
Q3) Milllat-e-Muhammadi ki jagah Millat-e-Ibraheemi kaha gaya hai kyunki Ibraheem(AS) ko _______________________ maante the
Answer
  • Yahudi
  • Nasara
  • Mushrikeen
  • All of the above

Question 4

Question
Q4) ifk ke maani kya hai ?(Multiple answers)
Answer
  • Fitna-e-Munafiqeen
  • Gheebat
  • Aisi baat jismein jhoot shaamil ho
  • Aisi baat jiska haqeeqat se koi taaluq na ho

Question 5

Question
Q5) Hadith ke mutabiq kitne qism ke log Arsh-e-Azeem ke saaye mein honge ?
Answer
  • 3
  • 5
  • 7
  • 9

Question 6

Question
Q6) Saeed bin Musayyib ko unki khoobiyon ki wajah se kinse bohot qareeb samjha jaata hai ?
Answer
  • Sahabah ikraam
  • Taabaeen
  • Taba Taabaeen
  • Auliyaah

Question 7

Question
Q7) Sahabah ikraam ne jab ye baat suni to wo itne khush hue ki pehle kabhi na hue the...wo kya baat thi ?
Answer
  • Namaz Jannat mein le jaanewali cheez hai
  • Sadaqaat se rooh ki paakeezgi haasil hoti hai
  • Qarzdaar ko muhallat denewala qayamat ki sakhti se bach jaayega
  • Jo jiske saath muhabbat karta hai uska anjaam usi ke saath hoga

Question 8

Question
Q8) Hadd-e-Qazaf mein kitne kode lagaaye jaate hain ?
Answer
  • 50
  • 60
  • 70
  • 80

Question 9

Question
Q9) Jihaad ke lafzi maani bataaein
Answer
  • Jadd-o-jahad
  • Koshish
  • Ek dusre se aage nikalna
  • Jung karna
  • A and B
  • C and D

Question 10

Question
Q10) Allah tala kinko chunta hai ?
Answer
  • Jo bohot acha likhna jaante hain
  • Jinmein bolne ki behtereen salahiyat hai
  • Jo apne firqe se mukhlis hai
  • Jinmein Khair ho

Question 11

Question
Q11) Waqya-e-ifk kis ghazwe se waapsi ke waqt pesh aaya ?
Answer
  • Ghazwah Banu Mustaliq
  • Ghazwah Ahzaab
  • Ghazwah Tabuk
  • Ghazwah Khaibar

Question 12

Question
Q12) Takbeer-e-oola kisko milti hai ?
Answer
  • Jamaat attend karnewalon ko
  • Iqamat attend karnewalon ko
  • Azaan sunnewalon ko
  • Masjid se qareeb rehnewalon ko

Question 13

Question
Q13) Pichli Kitaabon mein apne maannewalon ka kya naam rakha tha ?
Answer
  • Yahudi
  • Nasara
  • Ibraheemi
  • Muslim

Question 14

Question
Q14) Is waqye mein Munafiqeen ke alawa kuch Momin bhi shaamil the, unke saath kya maamla kiya gaya ?
Answer
  • Unhein maaf kar diya gaya
  • Unka boycott kiya gaya
  • Unper Hadd-e-Qazaf lagaayi gayi
  • Unhein Laan-taan kiya gaya

Question 15

Question
Q15) Hadith(mafhoom): Jisne ______________ ki hifazat ki, wo uske liye Qayamat ke din Noor,Burhaan aur Nijaat ka baaes hogi
Answer
  • Namaz
  • Sadaqah
  • Zubaan
  • Nafs
Show full summary Hide full summary

Similar

QURANIC GEMS QUIZ 7-8-9
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ JUZ 1-2-3
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 4-5-6
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 10-11-12
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 25-26-27
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 13-14-15
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 22-23-24
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 28-29-30
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 19-20-21
Shabana Rupani
Fahm al-Qur'an Juz' 1 Part 1 Quiz
Al Huda Canada
Fahm al-Qur'an Juz' 1 Part 2 Quiz
Al Huda Canada