null
US
Sign In
Sign Up for Free
Sign Up
We have detected that Javascript is not enabled in your browser. The dynamic nature of our site means that Javascript must be enabled to function properly. Please read our
terms and conditions
for more information.
Next up
Copy and Edit
You need to log in to complete this action!
Register for Free
23446059
TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-17}
Description
TAFSEER SURAH NISA Quiz on TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-17}, created by Asiya Abdul Raoof on 05/06/2020.
No tags specified
tafseer surah nisa
Quiz by
Asiya Abdul Raoof
, updated more than 1 year ago
More
Less
Created by
Asiya Abdul Raoof
over 4 years ago
627
0
0
Resource summary
Question 1
Question
Insan pe sabse pehla haq ...
Answer
a) Allah swt ka
b) Walidain ka
c) Padosiyon ka
Question 2
Question
Walidain ke saat kis tarha ke sulook ka hukum hai?
Answer
a) Barabari ka
b) Achhe sulook ka
c) Ahsaan ka
Question 3
Question
Qur'an mein jinn o ins ki takhleeq ka maqsad kya bataya gaya hai?
Answer
a) Farishton pe bartari
b) Allah swt ki ibadat
c) Ek dusre se muqabla
Question 4
Question
Aap ke husn e sulook ke sabse zyada kaunse rishtedaar mustahiq hain?
Answer
a) kareebi rishtedaar
b) Gareeb rishtedaar
c) Door rehne waale
Question 5
Question
Aise log jinki aamdani unki bunyadi zarooriyaat se kam ho aur wo maangte na hon
Answer
a) Yateem
b) Sahib e jumb
c) Miskeen
Question 6
Question
Kaunse padosi aap ke husn e sulook ke sabse zyada mustahiq hain?
Answer
a) Kareeb rehnewale
b) Jo aapke rishtedaar bhi hon
c) Faasle pe rehnewale
Question 7
Question
Ek dafa Jibail as ne kiske itne huqooq bataye ke Rasool saw ko gumaan hua ke inko wirasat ka haqdaar bana diya jayega?
Answer
a) Padosi
b) Miskeen
c) Yateem
Question 8
Question
Kaise musafir ke saat achhe sulook ka hukum hai?
Answer
a) Gareeb
b) Ameer
c) Dono tarha ke
Question 9
Question
Is aayat mein kin logon ke liye kaha gaya hai ke unko Allah swt pasand nahi farmata?
Answer
a) Miskeen ke saat bad sulooki karnewale ko
b) Itraane aur fakhar karnewale ko
c) Yateem ko dhakke denewale ko
Question 10
Question
Jahannamiyon ke jahannum mein jaane ki ek wajah ye bhi hai ke wo __________ ko khana nahi khilaate the na hi dusron ko is baat ki targheeb dete the.
Answer
a) padosi
b) Rishtedaar
c) Yateem o miskeen
Show full summary
Hide full summary
Want to create your own
Quizzes
for
free
with GoConqr?
Learn more
.
Similar
Silas Marner notes
mehxinee
Hitler's Rise to Power
hanalou
AS Psychology - Research Methods
kirstygribbin
TOEFL English Vocabulary (N - Z)
Ali Kane
Spanish connectives and a few key phrases
emdrakeley
Chemistry C1
Phoebe Drew
AS Media Studies Terminology
Mourad
“In gaining knowledge, each area of knowledge uses a network of ways of knowing.” Discuss this statement with reference to two areas of knowledge
Julianapabab
Social Influence
olimcconnell
Macbeth Key Quotes
Draco Malfoy
Ahmed has tremors
Fatima Alkhateeb
Browse Library