GoConqr has a new look! Let us know what you think.

Quiz

Zul Hajj

hiratanzeel 10 questions Updated 12 Sep 2016

Take the quiz

Questions in this quiz (10)

  1. 1Zul hajj k pehly dino main rozay rakhna
    1. AAfzal hay
    2. BFarz hay
    3. CGunah hay
  2. 2Murday ko qabar main sab say zyada khushi lawahiqeen ka konsa amal pohunchnay say hoti hay
    1. ASadqa
    2. BKhyrat
    3. CDuaa
  3. 39 zul hajj ka roza guzishta 2 salon k gunahon ka kaffara hota hay
    1. ATrue
    2. BFalse
  4. 4Jo loog qurbani na ker sakain per nakun aur baal eid ki namaz k baad aa ker katwayen to unko
    1. AKoi sawab nahi milta
    2. BQurbani say 7 guna zyada sawab milta hay
    3. CQurbani ka sawab milta hay
  5. 5Qurbani ka khoon haqeeqatan Allah ko pohunchta hay
    1. ATrue
    2. BFalse
  6. 6Qurbani k janwar ki omer kam az kam
    1. A4 saal
    2. B2 saal
    3. C1 saal
  7. 7Wo konsay sahabi thy jo bazar main nikal ker raston main taqberat parhty thy
    1. AHazrat omer aur hazrab abu bakar
    2. BHazrat ibn e omer aur hazrat abu huraira
    3. CHazrat abu huraira aur hazrat omer
  8. 8Qurbani ki niyyat dil main ker lena kafi hay
    1. ATrue
    2. BFalse
  9. 9Qurbani k gosht ko teen hison main taqseem kerna
    1. AFarz hay
    2. BAfzal hay
    3. CNafal hay
  10. 10Qurbani k janwar ki khaal ya dosry hison ko batoor e mouawza dya ja sakta hay
    1. ATrue
    2. BFalse

Information

Description
Knowledge
Language
English
Views
250
History
Created on 17 Sep 2015 · updated on 12 Sep 2016
Rating
No ratings yet
Rate this quiz
Rate this quiz

Feedback

What is it about?

What do you think of the new look?

How do you like it?