QURANIC GEMS QUIZ 7-8-9

Descrição

TRANSLATION & TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE QURAN
Shabana Rupani
Quiz por Shabana Rupani, atualizado more than 1 year ago
Shabana Rupani
Criado por Shabana Rupani mais de 5 anos atrás
785
0

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q1) Aaj insan us qabil ho chuka hai ki qaaynaat ke har hisse ka ilm haasil kar chuka hai.(multiple answers)
Responda
  • Insaan ka ilm mehdood hai
  • Insaan ko dur-daraaz ki galaxies ka muqammal ilm hai
  • Insaan bebas hai
  • Insaan powerful instruments bana chuka hai

Questão 2

Questão
Q2) Allah tala farmaata hai ki mera __________ mere __________ per chaa gaya hai
Responda
  • Reham, Ghazab
  • Ghazab, Reham
  • Ghazab, Bandon
  • Ghazab, Aasmanon

Questão 3

Questão
Q3) Kiske iraade per uska ajar likh diya jaata hai ?
Responda
  • Buraai
  • Neki
  • Buraai aur Neki
  • Gunaah

Questão 4

Questão
Q4) Shaitaan kahan Mandlaata rehta hai ?
Responda
  • ilmwalom ke ird-gird
  • Bure logon ke ird-gird
  • La-ilm logon ke ird-gird
  • La-shaoor logon ke ird-gird

Questão 5

Questão
Q5) Tahajjud ka pukka irada karke uth na sakne waale le liye.....
Responda
  • Tahajjud ka ajar likh diya jaata hai
  • Sakht gunaah hai
  • Allah naraaz hota hai
  • Susti ki alamat hai

Questão 6

Questão
Q6) ilm kabhi kabhi....
Responda
  • Takabbur mein mubtala kar deta hai
  • Riyakari karwata hai
  • Duniya,Maal-wa-mata ki khwahish paida karta hai
  • All of these

Questão 7

Questão
Q17) Mafateeh-al-Ghaib kaunsi baat hai ?
Responda
  • Baarish ka nuzool, Reham-e-maadar mein palnewaala bachcha
  • Aainda kal mein pesh honewaale waqyaat
  • Maut kab aur kahan aayegi
  • All of these

Questão 8

Questão
Q8) Nekiyaan karte rehne se kya faayda haasil hota hai ?
Responda
  • Aisa shakhs kabhi gunaah nahi kar sakta
  • Log qadr ki nigaah se dekhte rehte hain
  • Aisa shakhs sahi-al-aqeedah hota hai
  • Mazeed nekiyon ki tawfeeq milti hai

Questão 9

Questão
Q9) Lalach ka opposite kya hai ?
Responda
  • Kanaat
  • Befikri
  • Apne kaam se kaam rakhna
  • Nashukri

Questão 10

Questão
Q10) Laalchi aadmi ka pet Hadith ke mutabiq kis cheez se bharta hai ?
Responda
  • Mazeed Maal se
  • Qabr ki mitti se
  • Koi bhi cheez nahi bhar sakti
  • Khwahish per qaabu paane se

Questão 11

Questão
Q11) Istawa-ala-alarsh ka maani poochnewaale ke saath Imam Maalik(RH) ne kya maamla kiya?(multiple answers)
Responda
  • Farmaaya ye sawaal Biddat aur gumraahi hai
  • Tafseel se usko samjahaya
  • Usko majlis se nikaal diya
  • None of these

Questão 12

Questão
Q12) Zubaan latkaana kis cheez ki alaamat hai ?
Responda
  • Thakan(Tiredness)
  • Lalach(Greed)
  • Fakhr(Arrogance)
  • Mazaq udana

Questão 13

Questão
Q13) Kya cheez Insaan ko bachaati hai ?
Responda
  • ilm
  • Amal
  • Buraaiyon se bachna
  • Allah ka fazal

Questão 14

Questão
Q14) Is Ayat se Aap kya samjhae ki hamari zindagi ka maqsad-e-aala kya hona chahiye ?(Para no 9)
Responda
  • Ziyada se ziyada ibadat karna
  • Duniya se shirk ka khatma karna
  • Ek dusre se ehteraam se pesh aana
  • Ziyada se zyada khidmat-e-khalq karna

Questão 15

Questão
Q15) Nusuki ka kya matlab hai ?(multiple answers)
Responda
  • Eid-al-Adha ke roz Qurbani karna
  • Tamaam ibadaat karna
  • Muhabbat wa ihtiraam se pesh aana
  • Har wo kaam jo Allah ki khatir kiya gaya ho

Semelhante

QURANIC GEMS QUIZ JUZ 1-2-3
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 16-17-18
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 4-5-6
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 10-11-12
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 25-26-27
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 28-29-30
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 13-14-15
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 22-23-24
Shabana Rupani
QURANIC GEMS QUIZ 19-20-21
Shabana Rupani
Fahm al-Qur'an Juz' 1 Part 1 Quiz
Al Huda Canada
Fahm al-Qur'an Juz' 1 Part 2 Quiz
Al Huda Canada