Questão 1
Questão
Q1) Jannat-e-Adn ki kya khaas baat bataai gayi hai ?(Multiple answers)
Responda
-
Ye bohot khoobsurat hai
-
Ye Jannatiyon ke kareeb le aayi jayegi
-
Usko khud Allah tala ne apne haath se tameer kiya hai
-
Uske neeche Nehrein behtee hain
Questão 2
Questão
Q2) Mushrikeen-e-Makkah ke kis sawaal ke jawaab mein Allah tala ne Surah Yusuf naazil ki ?
Responda
-
Bani Israeel Kanaan kaise pohnche ?
-
Bani Israeel Misr kaise pohnche ?
-
Bani Israeel Madinah kaise pohnche ?
-
Yusuf(AS) kaun the ?
Questão 3
Questão
Q3) Ghazwa-e-Uhud mein shikast ki badi wajah kya thi ?
Questão 4
Questão
Q4) Sultan Salah-ad-din Ayyubi ne Bait-al-Maqdis ko fatah karne ke liye kis waqt ka intekhaab kiya ?
Responda
-
Ramadan ka pehla Ashrah
-
Ramadan ka doosra Ashrah
-
Ramadan ka aakhri Ashrah
-
Arafah ka din
Questão 5
Questão
Q5) Jab bhaiyon ne Yusuf(AS) ko pehchaan liya to kya kaha ?(Multiple answers)
Questão 6
Questão
Q6) muttahid rehne ke liye sabse zaruri kya hai ?
Questão 7
Questão
Q7) Yusuf(AS) ke Qisse ko kya kaha gaya hai ?
Responda
-
Ajeeb Qissa
-
Behtereen Qissa
-
Na qabile yaqeen qissa
-
Sabaq aamoz qissa
Questão 8
Questão
Q8) Surah Al-Anfaal aur Surah At-Taubah mein kin Ghazwaat ka zikr hai ?
Responda
-
Badr-Uhud
-
Badr-Khandaq
-
Uhud-Khandaq
-
Badr-Uhud-Khandaq
Questão 9
Questão
Q9) Shaikh Al Islam Ibn-e-Taymiyyah ke waalid ne Hijrat ke waqt kya apne saath liya ?
Responda
-
Kapde
-
Kitaabein/books
-
Ghallah
-
Ghar ka qeemti saaman
Questão 10
Questão
Q10) Kiske baare meim mashoor hai ki jo unse mil leta uske dil mein Rasool(SAW) ki muhabbat paida ho jaati thi, unhone kode khaaye lekin ghalat Fatwa nahi diya
Responda
-
Imam Maalik
-
Iman Shafaiee
-
Imam Ahmad bin Hanbal
-
Imam Abu Hanifah
Questão 11
Questão
Q11) Fatah Makkah ke mawqe per Nabi(SAW) ne Makkahwalon se farmaya "Aaj kisi per koi giraft nahi" ye Jumla usse pehle kisne kaha tha ?
Responda
-
Yaqoob(AS)
-
Yusuf(AS)
-
Adam(AS)
-
Salah-ad-din Ayyubi ne
Questão 12
Questão
q12) Kis cheez ke badle Allah tala ne humse Jannat ka sauda kiya hai ?
Responda
-
Aulaad
-
Waqt
-
Jaan aur maal
-
Maal
Questão 13
Questão
Q13) Hadith ka mafhoom muqammal karein..."Jo shakhs nafs ki bakheeli se bacha liya gaya...."
Questão 14
Questão
Q14) Aitraaf-e-Gunaah ka na karna kiska tareeqa hai ?
Responda
-
Yusuf(AS) ke bhaaiyon ka
-
Shaitaan ka
-
Insaan ka
-
Azeez-e-misr ka
Questão 15
Questão
Q15) Surah At-Tawbah mein kis Baith ka zikr hai ?