Questão 1
Questão
Q-1: Habsha mein Musalman minority mein hone ki wajah se...
Responda
-
Apne Deen se na-waqif thay.
-
Islami tahzeeb ko bhool gaye.
-
Islam ki tahzeeb aur ibadat per jame rahe.
Questão 2
Questão
Q-2: Khawateen ke liye Islam mein ijazat di gayi...
Responda
-
Kisi bhi gair-mehram se baat nahi kar sakte.
-
Zarurat ke tahat baat kar sakte hain.
-
Hasi-mazaak kar sakte hain
Questão 3
Questão
Q-3: Namaz,roza,Hajj Islam ki tamaam ibadat kya ahsaas dilati hai aur
Habsha mein tamaam musalmano ne Jafar(R.A) ko taqreer ke liye chuna
Responda
-
Musalman us waqt kamyab ho sakte hain jab kisi aik banner tale jama hon
-
Musalman jama bhi ho wahan sabse pehle kisiko apna Ameer banayega
-
Dono jawabaat durust hain.
Questão 4
Questão
Q-4: Hamza (R.A) ko aik kaneez ne Aap (S.A.W) per ho rahe zulm ki taraf mutawajje kiya jo unke liye Islam qubool karne ka baais huwi
Responda
-
Wo kaneez Abdullah bin Ja'dan ki thi.
-
Umar(R.A) ki kaneez Lubaina thi.
-
Umaiyyah bin khalf ki kaneez thi.
Questão 5
Questão
Q-5: Umar(R.A) Nubuwwat ke kitne saal baad Musalman hue ?
Responda
-
Nubuwwat ke 7th saal
-
Nubuwwat ke 6th saal
-
Nubuwwat ke 8th saal
Questão 6
Questão
Q-6: Umar(R.A) ne apni behen ke ghar kaunse Surah ki tilawat suni ?
Responda
-
Surah Maryam
-
Surah Haaq'qah
-
Surah Ta'ha
Questão 7
Questão
Q-7: "Umar(R.A) ke qubool-e-Islam ki wajah se Islam ko mazeed quwwat mili aur humne Ka'batullah ke saamne namaz padhi"
Questão 8
Questão
Q-8: Wo Sahabiyah jinhe do hijraton ka sawaab hai
Responda
-
Asma binte Abu Bakr(R.A)
-
Asma Ansariya(R.A)
-
Asma binte Umais(R.A)
Questão 9
Questão
Q-9: Aap(S.A.W) ne khaas do logon ke liye dua ki unki kin khususiyaat ki bina per ?
Questão 10
Questão
Q-10: Fiqh ka matlab kya hai ?
Questão 11
Questão
Q-11: Ghaati mein mehsoor tamaam log...
Questão 12
Questão
Q-12: Shaqqe Qamar (splitting of the moon) ka waqya kab hua ?
Responda
-
Boycott se pehle
-
Boycott ke baad
-
Hijrate Madinah ke baad
Questão 13
Questão
Q-13: Umar(R.A) ko panaah di
Questão 14
Questão
Q-14: Umar(R.A) ne chaha ki unke Islam laane ki khabar Makkah shehar meun phail(spread) jaaye...unhone socha kisko bataya jaaye ?
Responda
-
Jameel bin muammar Jimhi
-
Abu jahl
-
Abu Lahab
Questão 15
Questão
Q-15: Sahaba ki Seerat padhne se