Question 1
Question
Q-1: "Aik aurat Hurra se Kaaba tak safar karegi aur use Allah ke siwa kisi ka khauf na hoga"
"Tum Kisra ke khazane fatah karoge"
Ye jumla Aap(SAW) ne kiske saamne farmaya ?
Answer
-
Musab bin Umair (R.A)
-
Adi bin Hatim (R.A)
-
Suhaib Room (R.A)
Question 2
Question
Q-2: Aap(SAW) ne farmaya "Meri teesri beti hoti to wo bhi tumhare Nikah mein de deta"
Ye jumla kiske liye irshad farmaya ?
Answer
-
Uthman bin Mazun (R.A)
-
Uthman bin Affan (R.A)
-
Ali (R.A)
Question 3
Question
Q-3: Umme Kulsum ki wafaat _____ hijri mein hui
Question 4
Question
Q-4: Ghazwa e Tabook mein musalmano ke lashkar ki tadad
Question 5
Question
Q-5: Sardare Munafiqeen
Answer
-
Abu Aamir Rahib
-
Abdullah bin Ubai
-
Kaab bin Ashraf
Question 6
Question
Q-6: "Allah tumper Reham farmaye tum akele chale, akele maroge,akele uthaye jaaoge"
Ye jumla Aapne kiske liye farmaya tha ?
Answer
-
Abu Huraira (R.A)
-
Abu Zarr Gaffari (R.A)
-
Ibne Masood (R.A)
Question 7
Question
Q-7: "Raazdare Rasool" kiska laqab tha ?
Question 8
Question
Q-8: 9 hijri mein Hajj ke Ameer kaun thay ?
Answer
-
Ali (R.A)
-
Umar (R.A)
-
Abu Bakr (R.A)
Question 9
Question
Q-9: Aap(SAW) ne khwab mein dekha ki 2 sone ke kangan Aapke godh mein gire iski tabeer Aapne kya batayi ?
Question 10
Question
Q-10: Masjid e Ziraar ka kya maqsad tha ?
Answer
-
Deen e Islam ko nuqsan pohnchana
-
Islam ke khilaaf propaganda
-
Wahan baithkar sazishein karna
-
Tamam jawabaat durust hain
Question 11
Question
Q-11: Kaunse Ramadan mein Aapne 20 days ka Aetekaaf kiya ?
Answer
-
10 hijri
-
11 hijri
-
13 hijri
Question 12
Question
Q-12: Aapke marz ka aaghaz kabse hua ?
Answer
-
Maahe Safar
-
Maahe Rajab
-
Maahe Muharram
Question 13
Question
Q-13: Aap (SAW) ki zindagi mein Abu Bakr (R.A) ne kitni namazein padhayi ?
Question 14
Question
Q-14: Aap(SAW) Azwaje Mutahharaat se poochte rahe ki kal main kahan rahunga ?
Answer
-
Isliye ki Aap chahte thay ki Umme Salma ke ghar per rahein
-
Isliye ki Aap chahte thay ki Umme Habiba (R.A) ke ghar per rahein
-
Isliye ki Aap chahte thay ki Ayesha (R.A) ke paas rahein
Question 15
Question
Q-15: wafaat se pehle Aapne aik lashkar tabdeel kiya aur iske sipah salaar(commander)
Answer
-
Zaid bin Haritha (R.A)
-
Usama bin Zaid (R.A)
-
Abdullah ibne Umar (R.A)
Question 16
Question
Q-16: Aap(SAW) ke aakhri alfaaz
Question 17
Question
Q-17: Aap(SAW) ko dafnaya gaya
Answer
-
2 Yemeni chadaron mein
-
3 Yemeni chadaron mein
-
4 Yemeni chadaron mein
Question 18
Question
Q-18: Namaze Janazah kisne padhayi ?