Seerah quiz-16 & 17

Description

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz by Shabana Rupani, updated more than 1 year ago
Shabana Rupani
Created by Shabana Rupani over 9 years ago
747
1

Resource summary

Question 1

Question
Q-1: Ghazwa-e-Khandaq kaunsi Hijri mein pesh aaya ?
Answer
  • 4 Hijri
  • 6 Hijri
  • 5 Hijri

Question 2

Question
Q-2: Khandaq khodne ka mashwara kis Sahabi ne diya ?
Answer
  • Sohaib Roomi (R.A)
  • Tufail bin Amr Dausi (R.A)
  • Salman Farsi (R.A)

Question 3

Question
Q-3: Is Ghazwe ka dusra naam kya tha ?
Answer
  • Tabuk
  • Jaish al Usrah
  • Ahzaab

Question 4

Question
Q-4: Kuffar e Makkah ke lashkar ki tadad kya thi ?
Answer
  • 1000
  • 3000
  • 10,000

Question 5

Question
Q-5: Ghazwa e Dhat ar Riqaa ka naam kyu pada ?
Answer
  • Is lashkar mein saaz o samaan ki kami thi
  • Us ilaaqe ka naam Riqaa tha
  • Sawari ki kami ki wajah se pair zakhmi ho gaye the
  • All of the above

Question 6

Question
Q-6: Wo Ummul Mu'mineen jinki wajah se mutabannah ki rasam ka khatma hua ?
Answer
  • Zainab binte Khuzaima (R.A)
  • Zainab binte Jahash (R.A)
  • Juwairiyah binte Harith (R.A)

Question 7

Question
Q-7: Wo wahid(only) Sahabi jinka naam Qur'an mein aaya ?
Answer
  • Zaid bin Sabit (R.A)
  • Zaid bin Harisah (R.A)
  • Zaid bin Sayyid (R.A)

Question 8

Question
Q-8: Sahaba-e-Karaam ke aapas ke ta'aluqaat kaise the ?
Answer
  • Choti-choti baaton per ikhtilaaf karte
  • Ikhtilaaf hota lekin khair khwahi ke saath
  • Unke darmiyan kabhi ikhtilaaf hua hi nahi

Question 9

Question
Q-9: 'lana' mein 'noon' se murad kaunse Sahabi the ?
Answer
  • Abu Bakr siddique (R.A)
  • Umar (R.A)
  • Ali (R.A)

Question 10

Question
Q-10:Banu Quraiza ke baare mein kisne faisla kiya jo Allah ka faisla tha ?
Answer
  • Saad bin Muaadh (R.A)
  • Saad bin Rabie (R.A)
  • Saad bin Ubadah (R.A)

Question 11

Question
Q-11: Koi hai jo Ahzaab ki khabar laaye use Qayamat ke din mera saath naseeb hoga
Answer
  • Ali bin Abi Talib (R.A)
  • Hudhaifah bin Yamaan (R.A)
  • Salman Farsi (R.A)

Question 12

Question
Q-12: Ghazwa e Khandaq mein jis Sahabi ne Allah ke Rasool (SAW) ki daawat ki
Answer
  • Jabir bin Abdullah (R.A)
  • Abdullah bin Rawaha (R.A)
  • Abu Zar Ghifari ( R.A)

Question 13

Question
Q-13: Sulah Hudaibiyah mein kitne Sahabah Aapke saath the ?
Answer
  • 1400
  • 1700
  • 1100

Question 14

Question
Q-14: Umme Habibah ka asli naam ?
Answer
  • Ramlah
  • Hind
  • Barrah

Question 15

Question
Q-15: Umme Habibah ka Nikah kisne padhaya ?
Answer
  • Jafar bin Abi Talib
  • Sayyid bin Abdullah
  • Shahe Habshah

Question 16

Question
Q-16: Sulah Hudaibiyah mein Ahraam utaarne aur baal mundwane ka mashwara kisne diya ?
Answer
  • Aisha (R.A)
  • Umm Salma (R.A)
  • Zainab (R.A)

Question 17

Question
Q-17: Faateh Khaiber
Answer
  • Umar (R.A)
  • Ali (R.A)
  • Salman (R.A)
Show full summary Hide full summary

Similar

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani
Seerah quiz-1
Asiya Abdul Raoof
Seerah quiz-19
Shabana Rupani