Seerah quiz-19

Descrição

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz por Shabana Rupani, atualizado more than 1 year ago
Shabana Rupani
Criado por Shabana Rupani aproximadamente 9 anos atrás
447
1

Resumo de Recurso

Questão 1

Questão
Q-1: "Aik aurat Hurra se Kaaba tak safar karegi aur use Allah ke siwa kisi ka khauf na hoga" "Tum Kisra ke khazane fatah karoge" Ye jumla Aap(SAW) ne kiske saamne farmaya ?
Responda
  • Musab bin Umair (R.A)
  • Adi bin Hatim (R.A)
  • Suhaib Room (R.A)

Questão 2

Questão
Q-2: Aap(SAW) ne farmaya "Meri teesri beti hoti to wo bhi tumhare Nikah mein de deta" Ye jumla kiske liye irshad farmaya ?
Responda
  • Uthman bin Mazun (R.A)
  • Uthman bin Affan (R.A)
  • Ali (R.A)

Questão 3

Questão
Q-3: Umme Kulsum ki wafaat _____ hijri mein hui
Responda
  • 8 Hijri
  • 9 Hijri
  • 10 Hijri

Questão 4

Questão
Q-4: Ghazwa e Tabook mein musalmano ke lashkar ki tadad
Responda
  • 10,000
  • 20,000
  • 30,000

Questão 5

Questão
Q-5: Sardare Munafiqeen
Responda
  • Abu Aamir Rahib
  • Abdullah bin Ubai
  • Kaab bin Ashraf

Questão 6

Questão
Q-6: "Allah tumper Reham farmaye tum akele chale, akele maroge,akele uthaye jaaoge" Ye jumla Aapne kiske liye farmaya tha ?
Responda
  • Abu Huraira (R.A)
  • Abu Zarr Gaffari (R.A)
  • Ibne Masood (R.A)

Questão 7

Questão
Q-7: "Raazdare Rasool" kiska laqab tha ?
Responda
  • Abu Ubaidah bin Jarrah (R.A)
  • Hudhaifa bin Yamaan (R.A)
  • Umar (R.A)

Questão 8

Questão
Q-8: 9 hijri mein Hajj ke Ameer kaun thay ?
Responda
  • Ali (R.A)
  • Umar (R.A)
  • Abu Bakr (R.A)

Questão 9

Questão
Q-9: Aap(SAW) ne khwab mein dekha ki 2 sone ke kangan Aapke godh mein gire iski tabeer Aapne kya batayi ?
Responda
  • Aapne fatmaya ki 2 jhoote paida honge
  • Musailma Kazzab
  • Aswad Ansi
  • Tamam jawabaat durust hain

Questão 10

Questão
Q-10: Masjid e Ziraar ka kya maqsad tha ?
Responda
  • Deen e Islam ko nuqsan pohnchana
  • Islam ke khilaaf propaganda
  • Wahan baithkar sazishein karna
  • Tamam jawabaat durust hain

Questão 11

Questão
Q-11: Kaunse Ramadan mein Aapne 20 days ka Aetekaaf kiya ?
Responda
  • 10 hijri
  • 11 hijri
  • 13 hijri

Questão 12

Questão
Q-12: Aapke marz ka aaghaz kabse hua ?
Responda
  • Maahe Safar
  • Maahe Rajab
  • Maahe Muharram

Questão 13

Questão
Q-13: Aap (SAW) ki zindagi mein Abu Bakr (R.A) ne kitni namazein padhayi ?
Responda
  • 17
  • 18
  • 19

Questão 14

Questão
Q-14: Aap(SAW) Azwaje Mutahharaat se poochte rahe ki kal main kahan rahunga ?
Responda
  • Isliye ki Aap chahte thay ki Umme Salma ke ghar per rahein
  • Isliye ki Aap chahte thay ki Umme Habiba (R.A) ke ghar per rahein
  • Isliye ki Aap chahte thay ki Ayesha (R.A) ke paas rahein

Questão 15

Questão
Q-15: wafaat se pehle Aapne aik lashkar tabdeel kiya aur iske sipah salaar(commander)
Responda
  • Zaid bin Haritha (R.A)
  • Usama bin Zaid (R.A)
  • Abdullah ibne Umar (R.A)

Questão 16

Questão
Q-16: Aap(SAW) ke aakhri alfaaz
Responda
  • La ilaha illallah
  • Bismillah
  • Allahumma bir Rafiqil A'ala

Questão 17

Questão
Q-17: Aap(SAW) ko dafnaya gaya
Responda
  • 2 Yemeni chadaron mein
  • 3 Yemeni chadaron mein
  • 4 Yemeni chadaron mein

Questão 18

Questão
Q-18: Namaze Janazah kisne padhayi ?
Responda
  • Abu Bakr siddique (R.A)
  • Abbas (R.A)
  • Das das log aate gaye aur Namaz padhte gaye

Semelhante

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
Seerah Quiz -10
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani