Seerate Sahaba and Sahabiyat {TEST 23}

Description

Quiz on Seerate Sahaba and Sahabiyat {TEST 23}, created by Asiya Abdul Raoof on 08/09/2017.
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 7 years ago
507
0

Resource summary

Question 1

Question
1. Safar per kis Ummul Mumineen ko le jaana hai, Allah ke Rasool(SAW) kis tarah tay karte the ?
Answer
  • Sabki baariyan thi.
  • Qurra ke zariye.
  • Jo jaana chahe unhein le jaate.

Question 2

Question
2. Aayaate Tayammum ka nuzool aur Waqiyae Ifk kis ghazwah ke dauran paish aaye ?
Answer
  • Ghazwah Hunain
  • Ghazwah Khaiber
  • Ghazwah Banu Mustaliq

Question 3

Question
3. Humein sirf Musalmano ki Ayadat karni chahiye ?
Answer
  • Ji haan
  • Ji nahi

Question 4

Question
4. Rasool Allah (SAW) ne Ayesha(RA) se daud ke 2 muqable kiye, unmein kaun jeeta ?
Answer
  • Allah ke Rasool(SAW)
  • Ayesha(RA)
  • Dono ek ek baar jeete

Question 5

Question
5. Ayesha(RA) farmati hai ki Rasool(SAW) humse baaton mein mashgool hote magar jab ____________________ to aisa lagta ki Aap (SAW) humko pehchante hi nahi.
Answer
  • Koi Aap(SAW) ko bulata.
  • Koi Saael(Sawal karnewala) aata.
  • Bilal(RA) Azaan dete.

Question 6

Question
6. Ayesha(RA) kis tarah Sadqa karti ?
Answer
  • Aadha maal de deti.
  • Thoda maal apne liye rakhti.
  • Shaam hote hote poora maal Sadqa kar deti.

Question 7

Question
7. Jab kabhi Ayesha(RA) se koi khilafe oola baat ho jaati to wo usko bhi bayan kar deti thi.
Answer
  • Ji haan
  • Ji nahi

Question 8

Question
8. Kisne Rasool(SAW) ko ghalat tarike se Salaam kiya jisper Ayesha(RA) ekdam ghusse mein aa gayi ?
Answer
  • Najran ke Nasara.
  • Yahud.
  • Makkah ke Mushrikeen.

Question 9

Question
9. Fiqh mein Ayesha(RA) ke baad kis Ummul Mumineen ko maharat(expertise) haasil thi ?
Answer
  • Juwairiya(RA)
  • Sauda(RA)
  • Umme Salma(RA)

Question 10

Question
10. Rasool(SAW) ke wisaal ke baad sabse pehle kis Ummul Mumineen ka inteqal hua ?
Answer
  • Ayesha(RA)
  • Hafsah(RA)
  • Zainab binte Jahsh(RA)
Show full summary Hide full summary

Similar

SAT Vocab 2
Muffins31
A level Henry VIII: Foreign policy
avocadolover
GCSE Chemistry C1.1 - Fundamental Ideas in Chemistry
chancice.branscombe
Electricity
Ursula Brown
GCSE CHEMISTRY UNIT 2 STRUCTURE AND BONDING
mustafizk
Ancient Roman Quiz
Rev32
Phrasal Verbs
Felipe Veintimilla
GCSE Computer Science (AQA)
Wolfie Ruth
Yasser is falling behind
shahid alzaghari
Chapter 16: The Cold War
Becca Strobbe
VO QUALI uni wien
Jules D