Seerah Quiz-9

Description

Understanding the life of the Prophet PBUH
Shabana Rupani
Quiz by Shabana Rupani, updated more than 1 year ago
Shabana Rupani
Created by Shabana Rupani over 5 years ago
28
0

Resource summary

Question 1

Question
Q-1) Hamesha salam mein pehal karne ke liye mashoor sahabi
Answer
  • Abdullah bin Umar(RA)
  • Bilal (RA)
  • Saad bin Maaz (RA)

Question 2

Question
Q-2) Rasool(SAW) ko pasand tha ki Sahaaba unki tameez(respect) mein khade hon....
Answer
  • True
  • False

Question 3

Question
Q-3) Jab koi aata to Aap(SAW) taazeem ke liye kya karte the ?
Answer
  • Apni chaadar bechaate
  • Sahaaba ko paas se hata dete
  • khana pesh karte

Question 4

Question
Q-4) Aap(SAW) ko kya yaad nahi rehte the ?
Answer
  • Sher(poetry)
  • Logon ke naam
  • Jagah ke naam

Question 5

Question
Q-5) Aap(SAW) apne liye kya qubool farmaate ?
Answer
  • Hadiyah
  • Sadqah
  • Khairaat

Question 6

Question
Q-6) Tohfe ke badle mein Aap(SAW) kya karte ?
Answer
  • Zaroor Tohfa dete the
  • Zyada keemti tohfa dete
  • Kabhi tohfa dete kabhi nahi

Question 7

Question
Q-7) Nabi(SAW) jin alfaaz mein Baith(oath) lete the wo kis naam se mashoor hai ?
Answer
  • Baith-e-Nisa
  • Baith-e-Rijaal
  • Baith-ul-Muslimeen

Question 8

Question
Q-8) Aurton se Baith(oath) lene ka zikr kis Surah mein maujood hai ?
Answer
  • Surah Mumtahinah
  • Surah Hashr
  • Surah Muhammad

Question 9

Question
Q-9) Baith-e Aqabah awwal aur thaani ko Aqabah kyu kaha jaata hai ?
Answer
  • Kyunki ye Kuffaar se chupkar li gayi thi
  • Kyunki ye Hajj ke mauqe per li gayi thi
  • Kyunki ye bohot eham Baith thi

Question 10

Question
Q-10) Baith-e Rizwan ka zikr kis Surah mein hai ?
Answer
  • Surah Taubah
  • Surah Hujuraat
  • Surah Qaaf

Question 11

Question
Q-11) Hijrat-e-Madinah se pehle Rasool(SAW) ne kis Sahabi ko Madinah apna safeer(ambassador) banakar bheja ?
Answer
  • Umar(RA)
  • Musab bin Umair(RA)
  • Abdullah bin Umar(RA)

Question 12

Question
Q-12) Hijrat-e-Madinah se pehle sabse pehla Jumma Madinah mein kisne padhaya ?
Answer
  • Asad bin Zurarah(RA)
  • Huzaifa bin Yamaan(RA)
  • Jabbir bin Abdullah(RA)

Question 13

Question
Q-13) Madinah mein ye jumla mashoor ho gaya tha ki Usayd bin Hudair ne jabse Islam qubool kiya hai wo ___________ ka hi hokar reh gaya hai
Answer
  • Islam
  • Masaakeen
  • Quran

Question 14

Question
q-14) Rasool(SAW) ki hifazat karne per Baith karte waqt Ansaar ke poochne per ki unko iske badle kya milega to Rasool(SAW) ne kya farmaaya ?
Answer
  • Jannat
  • Islam
  • Arab ki hukmaraani

Question 15

Question
Q-15) Kaab bin Malik(RA) ne kisko Jung-e-Badr se ehem qaraar diya ?
Answer
  • Ghazwa e Uhud
  • Ghazwa-e-Hunain
  • Baith-e-Aqaba thaani
Show full summary Hide full summary

Similar

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Surah al-Teen & Surah al-Inshirah Quiz
Al Huda Canada
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani