• علامات قیامت جاننے کے کیا مقاصد ہیں۔ نشاندہی کریں؟
Alamaat qiyamat jaanay kay kiya maqasid hain. Nishaandahi karayn?
Answer
• قلبی اطمینان نصیب ہوتا ہے
Qalbi itminaan naseeb hota hai
• نفس کو ذیادہ بیدار کرنا ہے
Nafs ko zayada baydaar karna hai
• کوئی فائدہ نہیں ہوتا ۔ انسان مزید شک و شبہات میں پڑ جاتا ہے
Koi faaida nahy hota. Insaan mazeed shak o shubhaat main par jaata hai
Question 2
Question
• حدیث کے مطابق قیامت سے پہلے کن نشانیوں کا ذکر کیا گیا ہے ؟
Hadeeth kay mutabiq qiyamat say pahlay kin nishaniyoon ka zikr kia gaya hai?
Answer
• حضور صلی اللہ علیہ وسلم کی وفات کا
Hazoor SAW ki wafaat ka
• بیت المقدس کی فتح
Baitul maqdas ki fatah
• مال میں کمی
Maal ki kami
• وبا کا پھیلانا جیسے بکریوں کی بیماری کی قعاص پھیلتی ہے
Waba ka phaylaana jaysay bakriyoon ki baymari ki Qaa's phalty hai
Question 3
Question
• علامات کبری کی کتنی نشانیاں بیان کی گئی ہیں ؟
Alamaat kubra ki kitny nishaania biyaan ki gaye hain?
Answer
• دو
Do (2)
• چار
Chaar (4)
• دس
Dass (10)
Question 4
Question
• ماحول کے اثر سے جو گندگی پیدا ہوتی ہے ۔ علامات قیامت پڑھ کر کیا فائدہ ہوتا ہے؟
Mahaul kay asar say jo gandagi paida hoty hai alamaat qiyamat parh kar kiya faaida hota hai?
Answer
• تزکیہ نفس ہونے لگتا ہے
Tazkiya nafs honay lagta hai
• دنیا کی محبت بڑھ جاتی ہے
Dunya ki mohabbat barh jaaty hai
• نیکیوں میں سبقت کا جذبہ بڑھ جاتا ہے
Naikiyoon mmain sabqat ka jazba barh jaata hai
• انسان جن چیزوں کے لیے ہلکان ہوتا ہے۔ اس میں کمی آجاتی ہے
Insaan jin cheezoon kay liye halkaan hota hai is main kami aajaty hai
• خوف کا شکار ہو جاتا ہے
Khauf ka shikaar ho jata hai
Question 5
Question
• علامات قیامت پڑھ کر مومن کے عمل میں کیا تبدیلی آتی ہے ؟
Alamaat parh kar mo'min kay amal main kiya tabdeely aaty hai?
Answer
• نمازوں میں خشوع پیدا ہوتا ہے
Namazoon main khashoo paida hota hai
• لوگوں سے معاملات میں بہتری آتی ہے
Logon say maa'malaat mai bahtary aaty hai
• آخرت کی تیاری میں مدد دیتا ہے
Aakhrat kitayarymain madad dayta hai
• دنیا کی خواہش بڑھ جاتی ہے
Dunya ki khuwahish barh jaaty hai