null
US
Sign In
Sign Up for Free
Sign Up
We have detected that Javascript is not enabled in your browser. The dynamic nature of our site means that Javascript must be enabled to function properly. Please read our
terms and conditions
for more information.
Next up
Copy and Edit
You need to log in to complete this action!
Register for Free
9201439
Qasasulquran quiz 9
Description
Quiz on Qasasulquran quiz 9 , created by Asiya Abdul Raoof on 03/06/2017.
Quiz by
Asiya Abdul Raoof
, updated more than 1 year ago
More
Less
Created by
Asiya Abdul Raoof
over 7 years ago
2920
0
0
Resource summary
Question 1
Question
Quraan mein kisi shakhs ka naam lekar burai kyun nahi bayan ki jati ?
Answer
Take us shaks ke bare mein kisi ko malum na ho
take qiyamat tak aane wale koi log agar us burai mein mubtelah ho to usse sabq seekh sake
donon jawab durust hai
Question 2
Question
Jo shakhs Allah tala ki aayat ki hudud se nikal jata hai tab us ke saath kya hota hai ?
Answer
wo kamiyab ho jata hai
Shaytan us ke piche padh jata hai
takabbur mein mubtela ho jata hai
Question 3
Question
In ayat mein Zameen ki taraf jhukne se kya murad hai ?
Answer
sajde mein jana
aajazi ikhtiyar karna
apni dunyayi khahishat mein padhkar Allah tala ki aayat ke zariye se duniya ke faide hasil karna
Question 4
Question
Bani israel ke kis shaks ka ye waqiye hai ?
Answer
taurat ke mutabiq balam bin baorah
taurat ke mutabq ek abid
taurat ke mutabiq ek muttaqi
Question 5
Question
Kya cheez insan ko nafs parasti se bacha sakti hai ?
Answer
Bahut sari kitabein padhna
only dua
wahi ke roshni mein ilm hasil karna aur us par amal karna
Question 6
Question
Aap deen ka kaam karrahehon aur aap ko koi tohfa den to ?
Answer
aap use khushi khushi qubool karlen kyunke ye aapka haq hai
tohfa lotade
aapki niyat lene ki naa ho
Question 7
Question
Deen ka kaam karne walon ko shaytan kis tarah behkata hai ?
Answer
pehle shirk aur bida'at mein involve karta hai
us ke baad riya kari aur shuhrat ki tamanna dil mein paida karta hai .
donon durust hai
Question 8
Question
Islam hamen jo taleem deta hai .
Answer
duniya ke bande ban jao
aitedal ki rah ikhtiyar ki jae (beech ki)
duniya ko bilkul hi tark kardiya jae
Question 9
Question
Aaj ke waqae se hamen kya sabaq milta hai ?
Answer
bas aayat padh kar guzar jaen
ghaur wo fikar karen
donon jawab durust nahi haain
Question 10
Question
Kahishe nafs se kaise bacha ja sakta hai .
Answer
Allah tala se dua ki jae
naik logon ki sohbat ache ustad ka saath
donon jawabat durust hai
Show full summary
Hide full summary
Want to create your own
Quizzes
for
free
with GoConqr?
Learn more
.
Similar
WAVES
toritorx
Trigonometry Mind Map
rory.examtime
Periodicity
hanalou
Germany 1918-34
evie.challis
English Speech Analysis Terminology
Fionnghuala Malone
Direito ambiental
Luiz Ricardo Oliveira
GCSE Chemistry C1.1 - Fundamental Ideas in Chemistry
chancice.branscombe
Summary of AS Psychology Unit 1 Memory
Asterisked
Frankenstein Key Quotes
michelle.lau
PSBD TEST # 3_1_1
yog thapa
“In gaining knowledge, each area of knowledge uses a network of ways of knowing.” Discuss this statement with reference to two areas of knowledge
Julianapabab
Browse Library