Seerah quiz-5

Beschreibung

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz von Shabana Rupani, aktualisiert more than 1 year ago
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor mehr als 9 Jahre
488
0

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Q-1: Allah ke Rasool(S.A.W) ki mukhlifat mein ek shakhs jo ki aqalmand tha usne kaha "Inhein jadoogar kehdo"
Antworten
  • Waleed bin Utbah
  • Waleed bin Shubah
  • Waleed bin Mugira

Frage 2

Frage
Q-2: Us shaks ki kaifiyat ko Qur'an mein likha gaya : " Usne socha aur andaza lagaya"
Antworten
  • Surah Qalam
  • Surah Alaq
  • Surah Muddassir

Frage 3

Frage
Q-3: Islam ki dawat ko rokne ke liye ek shakhs Iraq ya Hira gaya aur qisse-kahaniyan le aaya
Antworten
  • Nazar bin Abdullah
  • Nazar bin Haris
  • Abu Jahl

Frage 4

Frage
Q-4: Islam ki pehli shaheed khatoon
Antworten
  • Sumaiyya (R.A)
  • Samia (R.A)
  • Zinnera (R.A)

Frage 5

Frage
Q-5: Pehli Hijrat kahan huwi aur kitne log shamil the ?
Antworten
  • Madina ki taraf 12 mard aur 4 aurtein
  • Habshah ki taraf 82 mard aur 18 aurtein
  • Habshah ki taraf 12 mard aur 4 aurtein

Frage 6

Frage
Q-6: Lut (A.S) aur Ibrahim (A.S) ke baad pehla gharana hai jisne Hijrat ki
Antworten
  • Usman (R.A) aur Umm kulsum
  • Usman (R.A) aur Ruqayya (R.A)
  • Abu Salma aur Umm Salma

Frage 7

Frage
Q-7: Badshah Najjashi ke darbaar mein kisne taqreer ki ?
Antworten
  • Ali bin Abi Talib (R.A)
  • Musab bin Umair (R.A)
  • Jafar bin Abi Talib (R.A)

Frage 8

Frage
Q-8: Hijrat-e-Habshah kab pesh aayi ?
Antworten
  • Hijrat ke 5th year
  • Nubuwwat ke 4th year
  • Nubuwwat ke 5th year

Frage 9

Frage
Q-9: Muhajireen-e-Habshah ke khilaaf badshah ke paas kuffare Makkah ka delegation gaya
Antworten
  • Abdullah bin Amrw al Aas aur Abdullah bin Rabia
  • Amrw bin al Aas aur Abdullah bin Rabia
  • Abdullah bin Umar aur Amrw bin al Aas

Frage 10

Frage
Q-10: Najjashi ne tohfe wapas kar diye kyunki.....
Antworten
  • Use musalmano se mohobbat thi
  • Kuffar se dushmani thi
  • Tohfa dekar wo apna maqsad haasil karna chahte the

Frage 11

Frage
Q-11: Abu Bakr siddique (R.A) ko _____________ ne panah di
Antworten
  • Akhnas bin Shurait
  • Ibn-e-Dughanna
  • Tamim Dari

Frage 12

Frage
Q-12: Ayesha(R.A) bayan karti hain ki jab Abu Bakr siddique tilawat karte to....
Antworten
  • Dheemi awaz se karte
  • Narm dili ki wajah se rone lagte
  • Buland awaz se tilawat karte

Frage 13

Frage
Q-13: Woh kaunse Sahabi the jinhein Islam laane ki wajah se unki walidah ne khana dena band kar diya ?
Antworten
  • Musab bin Umair(R.A)
  • Saad bin Abi Waqqaas(R.A)
  • Usman bin Affan(R.A)

Frage 14

Frage
Q-14:Hijrat-e-Habshah mein dushman-e-Islam ke ek sardaar ki beti bhi thi
Antworten
  • Asma binte Umais (R.A)
  • Umm Habeebah (R.A)
  • Umm Salma (R.A)

Frage 15

Frage
Q-15: Hijrat-e-Habshah se kya sabaq milta hai ?
Antworten
  • Deen per amal aur ibadat karna mushkil ho jaaye to Hijrat karna chahiye
  • Kuffar ki sazishon se tang aakar Hijrat karna chahiye
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah Quiz 11-12-13
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani
Seerah quiz-1
Asiya Abdul Raoof
Seerah quiz-19
Shabana Rupani