Seerah Quiz 11-12-13

Beschreibung

Understanding the life of the Prophet pbuh
Shabana Rupani
Quiz von Shabana Rupani, aktualisiert more than 1 year ago
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor etwa 9 Jahre
710
1

Zusammenfassung der Ressource

Frage 1

Frage
Q-1: Ghair Muslims ke skills se musalman fayda utha sakte hain
Antworten
  • Durust
  • Nahi utha sakte
  • Ghalat

Frage 2

Frage
Q-2: Azaan musalmanon ki....
Antworten
  • Slogan hai
  • Shanaakht hai
  • Dono jawabaat durust hain

Frage 3

Frage
Q-3: Madinah aane ke baad sabse pehla bachcha paida hua aur Musalmano ne khushi manai
Antworten
  • Hassan R.A.
  • Hussain R.A.
  • Abdullah bin Zubair R.A.

Frage 4

Frage
Q-4: Woh kaunse Sahabi the jinhone sirf 17 din mein Suriyani zubaan seekhi ?
Antworten
  • Abdullah bin Zubair R.A.
  • Abdullah bin Umar R.A.
  • Zaid bin Saabith R.A.

Frage 5

Frage
Q-5: Musalman kitne maah Baitul-Maqdas ke jaanib rukh karke Namaz padhte rahe ?
Antworten
  • 16 or 17 Months
  • 19 Months
  • 11 Months

Frage 6

Frage
Q-6: Pehli Namaz jo Kaabatullah ki taraf rukh karke padhi gayi
Antworten
  • Fajr
  • Isha
  • Asar

Frage 7

Frage
Q-7: Abu Bakr siddique R.A. ke ghar rukhsati ke mauqe per,Allah ke Rasool(SAW) ko kya pesh kiya gaya ?
Antworten
  • Pani ka glass
  • Sharbat ka glass
  • Doodh ka glass

Frage 8

Frage
Q-8: Kis Sahabi ne Azaan ke alfaz khwab mein sune ?
Antworten
  • Abdullah bin Zaid R.A
  • Bilal bin Rabi R.A.
  • Zaid bin Harisa R.A.

Frage 9

Frage
Q-9: Fajr ki Azan mein kaunse alfaz extra kahe jaate hain ?
Antworten
  • As salatu khairum min an naum
  • Hayya al falah
  • None of the above

Frage 10

Frage
Q-10: Masjidon ko aabaad karne ke liye Aapne kya kadam uthaya ?
Antworten
  • Masjidon ko mazeed khoobsurat banana
  • Apne ghar ke sab afrad ko masjid mein namaz ki targheeb dilana
  • Masjidon ke liye donation
  • All of the above

Frage 11

Frage
Q-11: Tayammum ka waqya kis zaujah ke haar gum hone se wabasta(related) hai ?
Antworten
  • Ayesha R.A.
  • Umm Salma R.A.
  • Maimoona R.A.

Frage 12

Frage
Q-12: Musalmano ke lashkar mein ghodon ki tadad
Antworten
  • 70
  • 50
  • 2

Frage 13

Frage
Q-13: Ayesha R.A. ne rukhsati ke waqt naya libaas pehna tha
Antworten
  • Durust
  • Ghalat

Frage 14

Frage
Q-14: Roze ki Farziyat
Antworten
  • 1 hijri
  • 2 hijri
  • 3 hijri

Frage 15

Frage
Q-15: Ansar ki azmat aur fazilat
Antworten
  • Agar Hijrat na hoti to main bhi tum mein se hi hota
  • Jannat ki basharat
  • Hauz-e-Kausar per tumse mulaqaat hogi
  • All of the above

Frage 16

Frage
Q-16: Apni biwi ke saath daud ka muqabla karna ya usko entertain karna ghair Islami fail hai
Antworten
  • Durust
  • Ghalat
  • Deendar logon ka kaam nahi

Frage 17

Frage
Q-17: Ayesha R.A. ko kitni Ahadith yaad thi ?
Antworten
  • 200
  • 2210
  • 210

Frage 18

Frage
Q-18: Musalmano ke flag ka rang
Antworten
  • Green
  • White
  • Black

Frage 19

Frage
Q-19: Woh kaunse Sahabi the jinki awaz achchi thi aur unhein azan ke liye appoint kiya gaya ?
Antworten
  • Zaid R.A.
  • Bilal R.A.
  • Umar R.A.

Frage 20

Frage
Q-20: Woh kaun log the jinhone Aap (SAW) ke qatl ki sazish Hateem mein baithkar ki ?
Antworten
  • Umaiyya bin Khalf aur Umair bin Wahib
  • Safwan bin Umayyah air Umair bin Wahib
  • None of the above

Frage 21

Frage
Q-21: Badr mein musalmano ki tadad
Antworten
  • 320/321
  • 313/317
  • 300

Frage 22

Frage
Q-22: Ayesha R.A. ki rukhsati
Antworten
  • 9 years
  • 6 years
  • 13 years

Frage 23

Frage
Q-23: Ashabe Suffah
Antworten
  • Sahabae haisiyat the
  • Raat ko ibadat karnewale aur din mein Allah ke Deen ke Sipahi
  • Bohot pareshan haal the

Frage 24

Frage
Q-24: Masjid-e-Nabawi mein ______ darwaze the
Antworten
  • 2
  • 4
  • 3

Frage 25

Frage
Q-25: Kya Masjid-e-Nabawi sirf ek masjid thi ?
Antworten
  • Masjid ko sirf masjid hi rehne dena chahiye
  • Nahi balki ek university thi
  • Sirf mamaz ke waqt kholein

Frage 26

Frage
Q-26: Allah tala ne Badr mein kitne Farishton ke zariye madad ki ?
Antworten
  • 1000
  • 2000
  • 3000

Frage 27

Frage
Q-27: Aap (SAW) ne Abu Sufyan ke tijarati qafile ka qasad kiya
Antworten
  • Ghalat
  • Durust

Frage 28

Frage
Q-28: Woh Sahabi jinhein sakht bhook lagi thi aur Allah ke Rasool(S.A.W) ne unhein aur Ashaab-e-Suffah ko invite kiya
Antworten
  • Abu Huraira R.A.
  • Abdullah bin Masood R.A.
  • Aamir bin fuhaira R.A.

Frage 29

Frage
Q29: Kya musalman Ummat ko taaleem ki zarurat nahi ?
Antworten
  • Nahi hai
  • Sirf zindagi mein ek dafa Qur'an padh lein kaafi hai
  • Zarurat hai

Frage 30

Frage
Q:30: Qaidiyon ke saath kya muamlah kiya gaya ?
Antworten
  • Kisi se 1000 dirham
  • Kisi se 4000 dirham
  • Madinah ke 10-10 bachchon ko likhna sikha dein
  • All of the above
Zusammenfassung anzeigen Zusammenfassung ausblenden

ähnlicher Inhalt

Seerah quiz-1
Shabana Rupani
Seerah Quiz no 2
Shabana Rupani
Seerah quiz-16 & 17
Shabana Rupani
Seerah Quiz-3
Shabana Rupani
Seerah quiz-15
Shabana Rupani
Seerah Quiz-18
Shabana Rupani
Seerah quiz-5
Shabana Rupani
Seerah quiz-6
Shabana Rupani
seerah quiz-14
Shabana Rupani
Seerah quiz-1
Asiya Abdul Raoof
Seerah quiz-19
Shabana Rupani