Pregunta 1
Pregunta
Seerat padhna kyun zaruri hai ?
Pregunta 2
Pregunta
Q-2: Seerat ke do pehlu hain, Khulq-Khalq, dono milakar ________ kaha jaata hai.
Pregunta 3
Pregunta
Q-3: Sabse pehle Seerat kisne likhi ?
Pregunta 4
Pregunta
Q-4: Seerat padhna har Musalman per farz hai, ye kiska Qaul hai ?
Respuesta
-
Urwa bin Zubair
-
Imam ibn al Qayyum
-
Imam ibn e Taimiyah
Pregunta 5
Pregunta
Q-5: Ahle Kitaab ne Rasoolon ke ta'aluq se kis tarah Ghulu kiya ?
Respuesta
-
A) Unhein Insaan samjha
-
B) Unhein Allah ke barabar qaraar diya
-
C) Unhein Allah ka beta banaya
-
D) Jawaab B aur C durust hai
Pregunta 6
Pregunta
Q-6: Aap jis Kitaab ka muta'ala kar rahe hain uska naam
Respuesta
-
Seeratun Nabi(s.a.w)
-
Rehmatulil Aalameen
-
Ar Raheeq Al Makhtoom
Pregunta 7
Pregunta
Q-7: Injeel mein Aap (s.a.w) ka naam
Pregunta 8
Pregunta
Q-8: Hadith e Rasool(s.a.w) hai, "Tum mein se koi momin nahi ho sakta jabtak main Use ........... "
Pregunta 9
Pregunta
Q-9: Aap(s.a.w) kaunse Qabile se ta'aluq rakhte the ?
Respuesta
-
Banu Hashim
-
Quraish
-
Banu Fahar
Pregunta 10
Pregunta
Q-10: Aap(s.a.w) ne kabhi __________ ki qasam nahi khayi