Questão 1
Questão
Q-1: Allah ke Rasool(S.A.W) ki mukhlifat mein ek shakhs jo ki aqalmand tha usne kaha "Inhein jadoogar kehdo"
Responda
-
Waleed bin Utbah
-
Waleed bin Shubah
-
Waleed bin Mugira
Questão 2
Questão
Q-2: Us shaks ki kaifiyat ko Qur'an mein likha gaya : " Usne socha aur andaza lagaya"
Responda
-
Surah Qalam
-
Surah Alaq
-
Surah Muddassir
Questão 3
Questão
Q-3: Islam ki dawat ko rokne ke liye ek shakhs Iraq ya Hira gaya aur qisse-kahaniyan le aaya
Responda
-
Nazar bin Abdullah
-
Nazar bin Haris
-
Abu Jahl
Questão 4
Questão
Q-4: Islam ki pehli shaheed khatoon
Responda
-
Sumaiyya (R.A)
-
Samia (R.A)
-
Zinnera (R.A)
Questão 5
Questão
Q-5: Pehli Hijrat kahan huwi aur kitne log shamil the ?
Responda
-
Madina ki taraf 12 mard aur 4 aurtein
-
Habshah ki taraf 82 mard aur 18 aurtein
-
Habshah ki taraf 12 mard aur 4 aurtein
Questão 6
Questão
Q-6: Lut (A.S) aur Ibrahim (A.S) ke baad pehla gharana hai jisne Hijrat ki
Questão 7
Questão
Q-7: Badshah Najjashi ke darbaar mein kisne taqreer ki ?
Questão 8
Questão
Q-8: Hijrat-e-Habshah kab pesh aayi ?
Responda
-
Hijrat ke 5th year
-
Nubuwwat ke 4th year
-
Nubuwwat ke 5th year
Questão 9
Questão
Q-9: Muhajireen-e-Habshah ke khilaaf badshah ke paas kuffare Makkah ka delegation gaya
Responda
-
Abdullah bin Amrw al Aas aur Abdullah bin Rabia
-
Amrw bin al Aas aur Abdullah bin Rabia
-
Abdullah bin Umar aur Amrw bin al Aas
Questão 10
Questão
Q-10: Najjashi ne tohfe wapas kar diye kyunki.....
Questão 11
Questão
Q-11: Abu Bakr siddique (R.A) ko _____________ ne panah di
Responda
-
Akhnas bin Shurait
-
Ibn-e-Dughanna
-
Tamim Dari
Questão 12
Questão
Q-12: Ayesha(R.A) bayan karti hain ki jab Abu Bakr siddique tilawat karte to....
Questão 13
Questão
Q-13: Woh kaunse Sahabi the jinhein Islam laane ki wajah se unki walidah ne khana dena band kar diya ?
Questão 14
Questão
Q-14:Hijrat-e-Habshah mein dushman-e-Islam ke ek sardaar ki beti bhi thi
Responda
-
Asma binte Umais (R.A)
-
Umm Habeebah (R.A)
-
Umm Salma (R.A)
Questão 15
Questão
Q-15: Hijrat-e-Habshah se kya sabaq milta hai ?